SEARCH RESULTS
Showing search results for ",dEBl"
Ghazal MATCHES FOR ",debl"
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
sub.ha se matlab na kuchh zunnaar se
hai.n judaa ham kaafir o dii.n-daar se
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
vasl se tab bhare hamaaraa peT
peT se jab mile tumhaaraa peT
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
phal hai us but kii aashnaa.ii kaa
mujh ko da.avaa hai ab KHudaa.ii kaa
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
kahe.n kyaa ki kyaa kyaa sitam dekhte hai.n
likhaa hai jo qismat me.n ham dekhte hai.n
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
iijaad Gam hu.aa dil-e-muztar ke vaaste
paidaa junuu.n hu.aa hai mire sar ke vaaste
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
kuchh Garaz vaj.h mudda.aa baa.is
kyuu.n KHafaa ho ga.e ho kyaa baa.is
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Ghazal
sar milaa hai ishq kaa saudaa samaane ke liye
aa.nkhe.n dii.n insaan ko aa.nsuu bahaane ke liye
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
ghar se vo Gairat-e-parii niklaa
mar gayaa ko.ii ko.ii jii niklaa
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
hosh-o-shakeb-o-taab-o-sabr-o-qaraar paan.cho
qurbaan kar chukaa huu.n mai.n tujh pe yaar paan.cho
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
dil ko jis vaqt KHayaal saf-e-mizhgaa.n hogaa
paa-e-jaa.n me.n KHalish-e-KHaar-e-muGiilaa.n hogaa
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
arbaab-e-siyaasat se madad maa.ng ke kuchh log
is mulk se baahar hai.n kisii Deal se nikle
Yawar Azeem
Ghazal
yaa-rab hai aaj un ke KHud aane kaa kyaa sabab
ulfat jataa ke mujh ko manaane kaa kyaa sabab
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
jo mehrbaa.n kahii.n vo rashk-e-maah ho jaave
to ye gadaa bhii kabhii baadshaah ho jaave
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
dikhlaa.e na kyo.n hashr kaa aalam shab-e-furqat
kuchh roz-e-qayaamat se nahii.n kam shab-e-furqat