SEARCH RESULTS
Showing search results for "اطفال"
Ghazal MATCHES FOR "اطفال"
Ghazal
baaziicha-e-atfaal hai duniyaa mire aage
hotaa hai shab-o-roz tamaashaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
daaG-e-atfaal hai diivaana ba-kohsaar hunuuz
KHalvat-e-sa.ng me.n hai naala talab-gaar hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
baraa.e dars ab atfaal-e-shahr aate hai.n
haraam-kaar-e-Ginaa-o-qimaar mai.n bhii thaa
Saqi Faruqi
Ghazal
diivaana huu.n mai.n bhii vo tamaashaa ki miraa zikr
goyaa sabaq atfaal-e-dabistaa.n ke liye hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
tan-dahii jab na kare.n kaam me.n ustaad ke ye
qumchiyo.n se na udhe.De vo phir atfaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ishq-e-atfaal-e-chaman me.n hai.n anaadil betaab
aashiyaano.n kaa ye aalam hai ki gahvaare hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
is daur me.n atfaal ko bahlaane kii KHaatir
baaruud to miltaa hai Gubaare nahii.n milte
Khaleel Ahmad
Ghazal
vaqt detaa hai jinhe.n aaj khilaune 'aKHtar'
unhii.n atfaal ko kal tiir-o-sinaa.n bhii degaa
Ehtisham Akhtar
Ghazal
kabhii Daraa.e kabhii KHud hii Darne lagtii hai
hayaat harakat-e-atfaal karne lagtii hai
G. R. Vashishth
Ghazal
ho ga.ii baaziicha-e-atfaal be-zauq-o-shu.uur
shaa.irii jo thii muraadif ma.anii-e-ilhaam kii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ye 'ishq hai baaziicha-e-atfaal nahii.n hai
kuchh aur bhii hai kuucha-e-asnaam ke aage
Zaheer Kashmiri
Ghazal
gar chaah hai sarsabzii-e-baKHto.n kii divaane
atfaal ke pathraav kii baaraa.n ko pahu.nch tuu
Wali Uzlat
Ghazal
Syed Amin Ashraf
Ghazal
'qudsii' baaziicha-e-atfaal thii.n aahe.n merii
aur thaa dahr tamaashaa.ii muqaddar KHaamosh
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
shor tab bastii me.n thaa atfaal ke pathraav kaa
ab divaane dil ne Daalaa jaa ke viiraane me.n dhuum
Ishq Aurangabadi
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
vaqt detaa hai jinhe.n aaj khilaune 'aKHtar'
unhii.n atfaal ko kal tiir-o-sinaa.n bhii degaa