SEARCH RESULTS
Showing search results for "انحصار"
Ghazal MATCHES FOR "انحصار"
Ghazal
vo sabr de ki na de jis ne be-qaraar kiyaa
bas ab tumhii.n pe chalo ham ne inhisaar kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
tum intizaar ke lamhe shumaar mat karnaa
diye jalaa.e na rakhnaa si.ngaar mat karnaa
Asim Wasti
Ghazal
sahar ko khoj charaaGo.n pe inhisaar na kar
havaa se dostii rakh us kaa e'tibaar na kar
Anjum Saleemi
Ghazal
mujhe ilm thaa mujhe kam pa.Degii ye raushnii
so mai.n inhisaar charaaG par nahii.n kar sakaa
Azhar Faragh
Ghazal
namaaz-e-ishq kaa hai inhisaar ashko.n tak
ye be-niyaaz-e-sujuud-o-qayaam hotii hai
Behzad Lakhnavi
Ghazal
mirii bhii chhaa.nv na hotii agar tumhaarii tarah
mai.n inhisaar buzurgo.n ke saa.e par kartaa
Taimur Hasan
Ghazal
hai mukammal vaqt ke suuraj pe meraa inhisaar
zindagii ke paa.nv se lipTaa hu.aa saaya huu.n mai.n
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
intizaar kii had tak intizaar karnaa thaa
e.atibaar kii had tak e.atibaar karnaa thaa
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Ghazal
hai ab to saare maraasim kaa inhisaar us par
kisii kii zaat se ham ko mafaad kitnaa hai
Murtaza Barlas
Ghazal
bevafaa ke va.ade par e.atibaar karte hai.n
vo na aa.egaa phir bhii intizaar karte hai.n
Ghani Ejaz
Ghazal
dil ko zaraa qaraar thaa vo bhii nahii.n rahaa
aa.nkho.n ko intizaar thaa vo bhii nahii.n rahaa
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
kahaa.n na-jaane chalaa gayaa intizaar kar ke
yahaa.n bhii hotaa thaa ek mausam-e-bahaar kar ke
Irfan Sattar
Ghazal
ab dekhtaa huu.n raah me.n duniyaa sajii ho.ii
ab teraa intizaar nahii.n kar rahaa huu.n mai.n
Maqsood Wafa
Ghazal
mai.n kyaa karuu.n yahii.n karnaa hai intizaar mujhe
isii jagah to milaa thaa vo pahlii baar mujhe