SEARCH RESULTS
Showing search results for "جانکاری"
Ghazal MATCHES FOR "جانکاری"
Ghazal
yaqiinan hijrato.n kii jaankaarii le ke niklaa hai
agar apne hii ghar se be-qaraarii le ke niklaa hai
Raoof Khair
Ghazal
unhii.n ke faiz se hal ho.ngii mushkile.n saarii
KHudaa-parast buzurgo.n kii jaankaarii rakh
Ahmer Jalesari
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
vo lamha-e-shu.uur jise jaa.nkanii kahe.n
chehre se zindagii ke naqaabe.n ulaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
gosh zad chaT-paT hii marnaa ishq me.n apne hu.aa
kis ko is biimaari-e-jaa.nkaah se fursat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ko.ii jhankaar hai naGma hai sadaa hai kyaa hai
tuu kiran hai ki kalii hai ki sabaa hai kyaa hai
Naqsh Layalpuri
Ghazal
ik aisii shaan paidaa kar ki baatil thartharaa uTThe
nazar talvaar ban jaa.e nafas jhankaar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
ek jaltaa hu.aa aa.nsuu mirii aa.nkho.n se giraa
be.Diyaa.n TuuT ga.ii.n zulm kii jhankaar ke saath
Saleem Siddiqui
Ghazal
vo jo paazeb kii jhankaar kaa shaidaa.ii ho
us ko talvaar kii jhankaar se Dar lagtaa hai
Afzal Allahabadi
Ghazal
ham se be-bahra hu.ii ab jaras-e-gul kii sadaa
varna vaaqif the har ik rang kii jhankaar se ham
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
kisii kii nuqra.ii paazeb kii jhankaar ke sadqe
mujhe saaraa jahaa.n gaataa hu.aa mahsuus hotaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
Unknown
Ghazal
kahii.n ronaa na pa.De tujh ko zamaane ke saath
are o vaqt kii jhankaar par gaane vaale
Bismil Azimabadi
Ghazal
lab-e-ejaaz kii saugand ye jhankaar thii kyaa
terii KHaamoshii ke maanind abhii kuchh TuuTaa hai