SEARCH RESULTS
Showing search results for "جذبہ"
Ghazal MATCHES FOR "جذبہ"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
na jaane kaun saa jazba thaa jis ne KHud hii 'naziir'
mirii hii zaat kaa dushman banaa diyaa mujh ko
Nazeer Baaqri
Ghazal
vo ko.ii aur hii jazba thaa sirf pyaar na thaa
tujhe jo apnaa jataane ko be-qaraar rahaa
Waseem Barelvi
Ghazal
mai.n use Dhuu.nDh rahaa thaa ki talaash apnii thii
ik chamaktaa hu.aa jazba thaa ki ja.alii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
e.atiraaf-e-auj kaa jazba nahii.n ahbaab me.n
har taraqqii par taraqqii kii du.aa dene lage
Shakeel Badayuni
Ghazal
taasiir-e-jazba kyaa ho ki dil iztiraab me.n
taskii.n-paziir bosa-ba-paiGaam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
mai.n use Dhuu.nD rahaa thaa ki talaash apnii thii
ik chamaktaa hu.aa jazba thaa ki ja.alii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
fikr hai sahmii hu.ii jazba hai murjhaayaa hu.aa
mauj kii shorish ga.ii dariyaa kii gahraa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ye meraa faisla hai aap mere ho nahii.n sakte
mai.n jab jaanuu.n ki ye jazba miraa naakaam ho jaa.e
Sheri Bhopali
Ghazal
muttahid hone kaa jazba thaa sabhii me.n lekin
muttahid hone kaa mauqa hii havaa ne na diyaa
Manzar Bhopali
Ghazal
ko.ii na ho mire tire alaava bastii me.n
kabhii kabhii yahii jazba riqaabate.n maa.nge
Nida Fazli
Ghazal
jo arsh kii rif.at ko bhii us dar pe jhukaa de
aisaa bhii ko.ii jazba-e-sarshaar-e-mohabbat