SEARCH RESULTS
Showing search results for "ربائی"
Ghazal MATCHES FOR "ربائی"
Ghazal
unhe.n kyuu.n na ho dilrubaa.ii se nafrat
ki har dil me.n vo Gam alam dekhte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
kal tirii hosh-ruhaa.ii se hu.aa thaa aazaad
aaj phir ik na.e jaaduu me.n giraftaar huu.n mai.n
Mehshar Afridi
Ghazal
yak baar dekhte hii mujhe Gash jo aa gayaa
bhuule the vo bhii hosh-ruhaa.ii tamaam shab
Momin Khan Momin
Ghazal
nahii.n qaraar gha.Dii bhar kisii ke pahluu me.n
ye zauq hai tire naavak ko dilrubaa.ii kaa
Ameer Minai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dilrubaa.ii kii adaa yuu.n na kisii ne paa.ii
mere sarkaar se pahle mire sarkaar ke ba.ad
Purnam Allahabadi
Ghazal
vaa.n rasaa.ii nahii.n to phir kyaa hai
ye judaa.ii nahii.n to phir kyaa hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
aa.nkho.n aa.nkho.n me.n u.Daa lete hai.n dil
dilrubaa.ii bhii nazar kaa kaam hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
dilrubaa.ii ke jise ham ne sikhaa.e andaaz
jaan-e-mahfil hai vahii Gair ke kaashaane me.n