SEARCH RESULTS
Showing search results for "شخصیت"
Ghazal MATCHES FOR "شخصیت"
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
mai.n in dukho.n kaa gila kis liye karuu.n ai 'siyaa'
inhii dukho.n ne nikhaarii hai shaKHsiyat merii
Siya sachdev
Ghazal
shaKHsiyat us ne chamak-daar banaa rakkhii hai
zehniyat kyaa kahe.n biimaar banaa rakkhii hai
Govind Gulshan
Ghazal
Ashfaq Husain
Ghazal
kaisii kaisii shaKHsiyat algaav-vaadii ho ga.ii
kaise kaise zehn ko firqa-parastii khaa ga.ii
Nazeer Banarasi
Ghazal
jo ruup aa.ii ko achchhaa lage vo apnaa le.n
hamaarii shaKHsiyat kaa.nTaa bhii hai gulaab bhii hai
Kanval Ziai
Ghazal
muntashir har shai qariine se sajaa dii jaa.egii
yaa mire kamre kii shaKHsiyyat miTaa dii jaa.egii
Ehteram Islam
Ghazal
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
kyaa kisii badlaav se ye zindagii badlii kabhii
kyuu.n na.ii vo roz apnii shaKHsiyyat kartaa rahaa
Vilas Pandit Musafir
Ghazal
shaKHsiyyat ek hai phir bhii pahluu hazaar
us kii baato.n me.n hotaa hai KHam bhii nayaa
Quaiser Khalid
Ghazal
zindagii bhar aap apne aa.ine me.n gum rahe
shaKHsiyat yaa shakl merii bhii nazar aa.ii kabhii
Rasheeda Ayan
Ghazal
raushnii me.n apnii shaKHsiyat pe jab bhii sochnaa
apne qad ko apne saa.e se bhii kam-tar dekhnaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
shaKHsiyat me.n jhaa.nke.n to aur hii tamaasha hai
baate.n jo nasiihat kii be-shumaar karte hai.n
Ghani Ejaz
Ghazal
har shaKHs se milaa huu.n ba.Dii ehtiyaat se
har shaKHsiyyat ko mai.n ne pa.Dhaa hai sambhaal ke
Ahmad Wasi
Ghazal
vaqaar-e-shaKHsiyat me.n farq to pa.Dtaa nahii.n lekin
asar-andaaz hotaa hai hamaaraa dekhnaa tujh ko