SEARCH RESULTS
Showing search results for "ظالم_خوں_خوار"
Ghazal MATCHES FOR "ظالم_خوں_خوار"
Ghazal
KHuu.n-KHvaar darindo.n ke faqat naam alag hai.n
har shahr bayaabaan yahaa.n bhii hai vahaa.n bhii
Nida Fazli
Ghazal
nikle hu.e the Dhuu.nDne KHuu.n-KHvaar jaanvar
kaa.nTo.n kii jhaa.Diyo.n me.n chhupaayaa gayaa mujhe
Shahid Meer
Ghazal
sadaa paan khaa khaa ke nikle hai baahar
zamaane me.n KHuu.n-KHvaar paidaa hu.aa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
us ke piichhe us se ba.Dh kar ik insaan
aage aage ik KHuu.n-KHvaar darinda hai
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
gahre tanhaa.ii ke aalam me.n sulaa jaatii hai
kitnii ban jaatii hai KHuu.n-KHvaar udaasii merii
Monika Sharma Sarthi
Ghazal
talvaar khii.nch kar vo KHuu.n-KHvaar hai ye kahtaa
mu.nh par jo khaate Dartaa ho vo sipar sambhaale
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Pratap Somvanshi
Ghazal
Mah Laqa Chanda
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Qurban Aatish
Ghazal
vo zab.h kare yaa na kare Gam nahii.n is kaa
sar ham ne tah-e-KHanjar-e-KHuu.n-KHvaar to rakkhaa
Begam Lakhnavi
Ghazal
maqtal-e-ishq me.n ham roz-e-azal se yaaro
bismil-e-Gam-za-e-KHuu.n-KHvaar hai.n kin ke un ke
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
abruu-o-chashm-o-nigaah-o-mizha har ik KHuu.n-KHvaar
ek dil hai miraa tis par hai.n dil-aazaar ka.ii
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
kisii mast-e-KHvaab kaa hai abas intizaar so jaa
ki guzar ga.ii shab aadhii dil-e-be-qaraar so jaa
Suroor Jahanabadi
Ghazal
Navab Mohammad Yar Khan Ameer
Ghazal
meraa ye kaam aur kasii ke supurd hai
KHud KHvaab dekhnaa abhii aayaa nahii.n mujhe