SEARCH RESULTS
Showing search results for "عمامہ"
Ghazal MATCHES FOR "عمامہ"
Ghazal
sitam hai.n qahr hai.n lau.nDe sharaab-KHaane ke
utaar lete hai.n amaama har namaazii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
zeb-e-tan vaa.iz ke dekhii hai qabaa-e-zar-nigaar
sar pe amaama hai ik dhobii ke gaTThar kii tarah
Shauq Bahraichi
Ghazal
Abdul Majeed Salik
Ghazal
amaama sajtaa hai aaKHir amiir-e-shahr ke sar
hamaare jaise aqiidat me.n vaare jaate hai.n
Zubair Qaisar
Ghazal
ai muGbacho.n tumhaaraa baayaa.n qadam mai.n lu.ngaa
zaahid kaa gar amaama rehn-e-sharaab hogaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
hai.n KHirqa-o-ammaama vahaa.n piir-e-tariiqat
yaa.n kufr-o-sanam haadii-o-rahbar hu.e maKHsuus
Sahir Dehlavi
Ghazal
vo kaam aaj qashqa lagaane se ho gayaa
maulaanaa saahab kaa jo amaama na kar sakaa
Amaan Abbas
Ghazal
hamaaraa dil hai kisii kaam kaa ki naakaara
ye amr aaj ki kal dil-rubaa hii tai karegaa
Tahseen Firaqi
Ghazal
malmal kaa amaama to london me.n nahii.n miltaa
ai shaiKH tire sar par Dhaaka nazar aataa hai
Bulbul Kashmiri
Ghazal
Qadr Bilgrami
Ghazal
cha.Dhaa KHumaar jo sar par utar ga.ii izzat
amaama rakh ke giro saaGar-e-mudaam liyaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
amaama-band-o-qabaa-poshgaa.n kaa zikr hii kyaa
tire huzuur me.n baa-ehtiraam ham bhii the
Moosa Raza
Ghazal
is jubba-o-ammaama se rindo.n me.n na aa.o
rusvaa na karo shaiKH-jii ye shakl-e-muqaddas
Taban Abdul Hai
Ghazal
ham ne dekhaa taraf-e-mai-kada jaate the 'riyaaz'
ik asaa thaame abaa pahne amaama baa.ndhe
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Hashim Azimabadi
Ghazal
Shauq Qidvai
Ghazal
batlaa.o ahl-e-asr ko ahvaal-e-dil 'naqii'
tan se abaa va sar se amaama ye kyo.n gayaa
Naqui Niazi
Ghazal
riyaa-e-dalq se bezaar hai.n jo hai.n aazaad
amaama bhii mujhe ek bojh hai giraa.n sar par