SEARCH RESULTS
Showing search results for "محبوس"
Ghazal MATCHES FOR "محبوس"
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
har-chand mirii quvvat-e-guftaar hai mahbuus
KHaamosh magar tab-e-KHud-aaraa nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Riaz Majeed
Ghazal
mahbuus sab hai.n maslahato.n ke hisaar me.n
lekin KHud apnii dhun kaa giraftaar kaun hai
Najeeb Ahmad
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
ab hifaazat jitnii hai mahbuus ho jaane me.n hai
KHud ke baahar ghuumne phirne kaa ab mauqa nahii.n
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
shab ke mahbuus hai.n sone kii ijaazat hii nahii.n
aa.nkh lagtii hai to diivaar se sar lagtaa hai
Ram Riyaz
Ghazal
ko.ii aavaaz na siskii na ko.ii chiiKH kahii.n
dard mahbuus hai sahmii hu.ii aahe.n qaidii
Hina Rizvi
Ghazal
mahbuus hai gumbad me.n kabuutar mirii jaa.n kaa
u.Dne ko falak-bos fazaa chaahiye mujh ko
Arsh Siddiqui
Ghazal
vo hai laa-intihaa mahbuus nahii.n hogaa vo
aks us kaa kisii manzar me.n nahii.n rah saktaa
Ahmad Soz
Ghazal
zindagii vaqt kii diivaaro.n me.n mahbuus rahii
ko.ii parda na uThaa shaam-o-sahar se aage
Farigh Bukhari
Ghazal
mahbuus huu.n Gaaro.n me.n magar aazar-e-taKHiil
chaTTaano.n me.n ashkaal-e-hunar kaaT rahaa hai
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
Afsar Azri
Ghazal
khol hii le.nge fasiilo.n me.n na.e dar ham log
laakh mahbuus sahii vaqt ga.nvaane se rahe