SEARCH RESULTS
Showing search results for "مرقع"
Ghazal MATCHES FOR "مرقع"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kis kii aa.nkhe.n dam-e-aaKHir mujhe yaad aa.ii hai.n
dil muraqqa.a hai chhalakte hu.e paimaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
sohbate.n aglii musavvir hame.n yaad aa.e.ngii
ko.ii dilchasp muraqqaa na dikhaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
dekhte rahte hai.n chhup-chhup ke muraqqa.a teraa
kabhii aatii hai havaa bhii to chhupaa lete hai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
huu.n zinda ik muraqqa.a mai.n suurat-aafrii.n kaa
duniyaa 'shakiil' meraa afsaana kah rahii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
apnaa diivaan muraqqa.a hai hasiino.n kaa 'jaliil'
nukta-chii.n thak ga.e kuchh aib nikaale na ga.e
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jis ko mauhuum lakiiro.n kaa muraqqa.a kahiye
lauh-e-dil par thaa yahii naqsh-e-vafaa kyaa karte
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
har bait me.n ik shaahid-e-ma.anii kii hai tasviir
'naasiKH' hai muraqqa.a nahii.n diivaan hamaaraa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
jab husn ke jaatii hai muraqqa.a pe nazar aah
kyaa kyaa nazar aataa hai har ik aan tamaashaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kii thii jo mai.n muraqqa-e-aalam se intiKHaab
ai 'mus.hafii' dareG vo tasviir kyaa hu.ii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
gul muraqqa.a hai.n tire chaak garebaano.n ke
shakl ma.ashuuq kii andaaz hai.n diivaano.n ke
Riyaz Khairabadi
Ghazal
jab se hu.aa hai ishq tire ism-e-zaat kaa
aa.nkho.n me.n phir rahaa hai muraqqa.a najaat kaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
sabab-e-qatl-e-mohabbat hai agar ai zaalim
to miraa jurm kisii ko na bataanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
sher dilkash ho agar saf.ha-e-kaaGaz pe 'aziiz'
ik muraqqa.a hai kamaal-e-suKHan-aaraa.ii kaa