SEARCH RESULTS
Showing search results for "مہ_تمام"
Ghazal MATCHES FOR "مہ_تمام"
Ghazal
bujh ga.e sab charaaG KHud qissa-e-maa tamaam-shud
pahlii kiran utar chukii sub.h-ba-KHair zindagii
Ameer Imam
Ghazal
bikhartii kirno.n ko aa.ngan me.n thaamne vaale
mah-e-tamaam kaa piinaa pa.Degaa zahr tujhe
Musavvir Sabzwari
Ghazal
kisii kii yaad me.n aksar yahii hu.aa mahsuus
falak zamiin pe utraa mah-e-tamaam liye
Syed Ehtisham Husain
Ghazal
kahii.n badal na gayaa ho samundaro.n kaa mizaaj
mah-e-tamaam to haijaan bhii nahii.n laayaa
israr Kafeel
Ghazal
tumhaare ruKH se kuchh achchhaa mah-e-tamaam nahii.n
tumhaare qasr se uu.nchaa falak kaa baam nahii.n
Fazal Husain Sabir
Ghazal
kabhii a.ndherii shab me.n ik muhiib dasht saamne
kabhii mah-e-tamaam saath saath taa-sahar gayaa
Hameed Naseem
Ghazal
mah-e-tamaam ho sar par qadam-qadam pe charaaG
is intizaam se tujh ko kabhii pukaaruu.ngaa
Moid Rasheedi
Ghazal
hariim-e-zaat farozaa.n hai jis ke partav se
usii jhalak ko ufuq par mah-e-tamaam likhuu.n
Ishrat Qadri
Ghazal
nigaah kaa fareb hai nahii.n kuchh aur dosto
vahii mah-e-tamaam hai vahii mah-e-siyaam hai
Sarshar Hoshyarpuri
Ghazal
Irfan Waheed
Ghazal
kinaar-e-juu mai.n so rahaa thaa apnaa jaal phe.nk kar
mirii giraft me.n mah-e-tamaam kaise aa gayaa
Abbas Tabish
Ghazal
Javed Shaheen
Ghazal
use bhii merii talab thii shab-e-chahaar-dahum
mah-e-tamaam ke siine me.n daaG meraa bhii thaa
Juned Azar
Ghazal
tire KHayaal se raushan hai sar-zamiin-e-suKHan
ki jaise ziinat-e-shab ho mah-e-tamaam ke saath
Narjis Afroz Zaidi
Ghazal
sitaara-e-falak-e-husn kahiye kam-sin hai
abhii vo chaa.nd kaa Tuk.Daa mah-e-tamaam nahii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
bahut udaas hai maah-e-tamaam kis ke liye
rukii hu.ii hai mu.nDero.n pe shaam kis ke liye
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
ka.ii aks maah-e-tamaam the mujhe khaa ga.e
vo jo KHvaab se lab-e-baam the mujhe khaa ga.e
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
umr bhar pesh-e-nazar maah-e-tamaam aate rahe
chand chehre aa.iina-KHaane ke kaam aate rahe