SEARCH RESULTS
Showing search results for "نجم"
Ghazal MATCHES FOR "نجم"
Ghazal
taabish me.n apnii mahr-o-mah-o-najm se sivaa
jugnuu sii ye zamii.n jo kaf-e-aasmaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
is qadar hijr me.n kii najm-shumaarii ham ne
jaan lete hai.n kahaa.n ko.ii sitaaraa kam hai
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
har najm hai ik aariz-e-raushan mire nazdiik
har zarra hai ik diida-e-biinaa mire aage
Josh Malihabadi
Ghazal
dil ko lapeT letaa hai ik reshmii.n KHayaal
jab bhii nigaah us nigah-e-narm se mile
Sameena Raja
Ghazal
anaa kii qaid se nikle muqaabla to kare
vo meraa saath nibhaane kaa hausla to kare
Najmus Saqib
Ghazal
thak ke girte bhii nahii.n ghar ko palaTte bhii nahii.n
najm-e-aflaak hu.e aas ke taa.ir na hu.e
Amjad Islam Amjad
Ghazal
magar ek najm-e-sahar-numaa kahii.n jaagtaa
tire hijr kii shab-e-taar me.n use dekhte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
chhuT jaa.e.nge asiir chhupaa zulf-e-KHam najam
kaTtii hai.n be.Diyaa.n tire baalo.n ke saamne
Muneer Shikohabadi
Ghazal
hastii ko.ii aisii bhii hai insaa.n ke sivaa aur
maz.hab kaa KHudaa aur hai matlab kaa KHudaa aur
Najm Aafandi
Ghazal
Shamsa Najm
Ghazal
tumhaare jalva-e-aqdas kaa ek partav hai
ye najm aur ye zohra ye mushtarii kyaa hai
Asghar Velori
Ghazal
pahle jo shakl nahii.n dekhii thii vo saamne laa
pahle jo naam kitaabo.n me.n nahii.n thaa likh de