SEARCH RESULTS
Showing search results for "پھیلانا"
Ghazal MATCHES FOR "پھیلانا"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kahii.n sanduuq hii taabuut ban jaa.e na ik din
hifaazat se rakhii chiizo.n ko phailaanaa pa.Degaa
Zulfiqar Aadil
Ghazal
Khawar Ahmad
Ghazal
chaadar ke baahar bedaarii baiThii thii
aise me.n kyaa paa.nv mujhe phailaanaa thaa
Swapnil Tiwari
Ghazal
suuraj ta.ane maare chandaa sharmaa.e
raato.n ne kaajal phailaanaa siikh liyaa
Shabbir Ahmad Qarar
Ghazal
milne vaalii chiize.n KHud mil jaatii hai.n
apne daaman ko phailaanaa kam se kam
Madho Kaushik
Ghazal
Kuldeep Gauhar
Ghazal
jurm-e-ulfat nahii.n iz.haar-e-tamannaa lekin
haath phailaanaa bhii sheva nahii.n diivaane kaa
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
phailaanaa chaahte ho agar paa.nv to suno
laazim hai tum pe apnii ye chaadar bhii dekhnaa
Zaigham Hameedi
Ghazal
chaarpaa.ii ke baraabar bhii faraaKHii na milii
paa.nv phailaanaa kahaa.n aur kahaa.n sar rakhnaa
Ayaz Azmi
Ghazal
pathriile jangal kii hade.n phailaanaa mat
shahro.n me.n tabdiil na karnaa qasbo.n ko
Asim Wasti
Ghazal
phailaanaa ham ko haath nahii.n hai miyaa.n pasand
lete nahii.n hai.n ham to ko.ii chiiz daan kii