SEARCH RESULTS
Showing search results for "अश्क-ए-मुसलसल"
Ghazal MATCHES FOR "अश्क-ए-मुसलसल"
Ghazal
na kyuu.n ki ashk-e-musalsal ho rahnumaa dil kaa
tariiq-e-ishq me.n jaarii hai silsila dil kaa
Shah Naseer
Ghazal
madad ai jazba-e-ashk-e-musalsal saa.ns lene de
sukhaa lene de bhiigii aastii.n aahista aahista
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
ye ashk-e-musalsal hai.n mahaz ashk-e-musalsal
haa.n naam tumhaaraa mujhe japnaa nahii.n aataa
Anand Narayan Mulla
Ghazal
durr-e-ashk-e-musalsal ai shah-e-ishq
tirii daulat se ye sehraa na paayaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
hijr me.n ashk-e-musalsal zaahidaa
aashiqo.n kaa sub.ha-e-sad-daana hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
hamaare ashk-e-musalsal zaraa nahii.n rukte
ye ghaaT KHuub ravaa.n ho rahaa hai panghaT kaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ye mire ashk-e-musalsal bas musalsal ashk hai.n
kaun kahtaa hai tumhaaraa naam dohraataa huu.n mai.n
Anand Narayan Mulla
Ghazal
dekhe na mire ashk-e-musalsal kabhii tum ne
apnii hii sadaa motiyo.n ke haar ko dekhaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
vo bhii hairaa.n ho ga.e ashk-e-musalsal se mire
KHuun ke jab un ko favvaare nazar aane lage
Khaki Hyderabadi
Ghazal
dekh kar ashk-e-musalsal ko vo aa.nsuu bhar laa.e
laakh motii ke evaz do dur-e-shahvaar bike
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
us gauhar-e-yaktaa kii jo mai.n yaad me.n royaa
har ashk-e-musalsal miraa motii kii la.Dii thii
Shuoor Bilgrami
Ghazal
Raghunath Sahai
Ghazal
Gam-kada ashk-e-musalsal se nihaal-e-shab hai
zaKHm-e-taaza ko dar-e-yaar banaayaa apnaa
Syeda Kauzar Munawar Sharqpuri
Ghazal
baavar nahii.n to ashk-e-musalsal ko dekh le
dast-e-mizha me.n sub.ha-e-sad-daana ho gayaa
Shah Naseer
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
dekhiye jaur-e-musalsal pe mire zabt kii taab
lab pe shikva ho gila ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
roz-e-azal vo dard-e-musalsal ataa hu.aa
dil ko sukuun mil na sakaa umr bhar kahii.n