SEARCH RESULTS
Showing search results for "एजाज़-ए-मसीहा"
Ghazal MATCHES FOR "एजाज़-ए-मसीहा"
Ghazal
ik khel hai aura.ng-e-sulaimaa.n mire nazdiik
ik baat hai ejaaz-e-masiihaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Gam kyaa agar aazaad-e-musalsal hai mirii ziist
minnat-kash-e-ejaaz-e-masiihaa to nahii.n hai
Yaqoob Usmani
Ghazal
jaa.n dete hai.n jaa.n dene kaa saudaa nahii.n karte
sharminda-e-ejaaz-e-masiihaa nahii.n hote
Zehra Nigaah
Ghazal
mizhgaan-e-sitamgar ne kiyaa mujh ko hai bismil
e.ajaaz-e-masiihaa-e-lab-e-yaar se kah do
Shah Aasim
Ghazal
kabhii har lafz e.ajaaz-e-masiihaa!
kabhii yuu.n jaise kuchh kahnaa nahii.n hai
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
murde jii uThte hai.n jab naam tiraa sunte hai.n
ham se puuchhe ko.ii ejaaz-e-masiihaa kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
aarzuu jii uThii phir pyaar jo us but ne kiyaa
phir lab-e-yaar me.n ejaaz-e-masiihaa hai vahii
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
us lab-e-jaa.n-baKHsh kii mojiz-numaa.ii kaa yaqii.n
ho gayaa 'taalib' ko ejaaz-e-masiihaa dekh kar
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
tujh lab ke tabassum me.n hai ejaaz-e-masiihaa
ai jaan-e-'siraaj' is dil-e-be-jaa.n kuu.n jalaa dekh
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ye bhii shaayad tiraa 'ejaaz'-e-sitam-raanii hai
dil ko vaapas bhii kiyaa tuu ne to in.aam ke saath
Ejaz Ajmeri
Ghazal
rah-e-hayaat me.n laakho.n the ham-safar 'ejaaz'
kisii ko yaad rakhaa aur kisii ko bhuul ga.e
Ejaz Ahmad Ejaz
Ghazal
rafuu mai.n kartaa bhii 'aijaaz' kaise zaKHmo.n ko
zabaa.n kaa zaKHm thaa ye guftuguu se siltaa rahaa
Ejaz Ahmad Ejaz
Ghazal
Ejaz Warsi
Ghazal
Ejaz Quraishi
Ghazal
hai dard-e-ishq-e-yaar mujhe jaan se aziiz
saudaa.ii-e-ilaaj-e-masiihaa nahii.n huu.n mai.n
Ejaz Ajmeri
Ghazal
jo kushta-e-teG-e-nigah-e-yaar hai.n un par
kuchh kaargar ejaaz-e-masiihaa nahii.n hotaa
Aish Dehlvi
Ghazal
'ejaaz' ko.ii shauq nahii.n sair-e-jahaa.n kaa
aaraam se baiThe hai.n dar-e-yaar se lag kar