SEARCH RESULTS
Showing search results for "एतिमाद"
Ghazal MATCHES FOR "एतिमाद"
Ghazal
husn aur us pe husn-e-zan rah ga.ii bul-havas kii sharm
apne pe e'timaad hai Gair ko aazmaa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
diivaar jaantaa thaa jise mai.n vo dhuul thii
ab mujh ko e'timaad kii daavat na de ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
jis din se e'timaad me.n aayaa tiraa shabaab
us din se tujh pe zulm hii Dhaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
vo e'timaad kahaa.n se 'faraaz' laa.e.nge
kisii ko chho.D ke vo ab agar hamaare hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
dost-daar-e-dushman hai e'timaad-e-dil ma.aluum
aah be-asar dekhii naala naa-rasaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe tumhaarii nigaaho.n pe e'timaad nahii.n
mire qariib na aa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
bas intihaa hai chho.Diye bas rahne diijiye
KHud apne e'timaad se sharmaa gayaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
hausla detaa hu.aa saa mujh ko meraa e'timaad
be-yaqiinii dil me.n paidaa Dar pe Dar kartii hu.ii
Jahangeer nayab
Ghazal
KHud apnii zaat pe to e'timaad puKHta hu.aa
'nadiim' yuu.n to mujhe kyaa milaa vafaa kar ke
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
hastii kaa e'tibaar bhii Gam ne miTaa diyaa
kis se kahuu.n ki daaG jigar kaa nishaan hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Shaayar Lakhnavi
Ghazal
KHud par jo e'timaad thaa jhuuTaa nikal gayaa
dariyaa mire qayaas se gahraa nikal gayaa
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
apnii galii me.n kyuu.n na kisii ko vo mil sakaa
jo e'timaad baadiya-paimaa.iyo.n me.n thaa
Ada Jafarey
Ghazal
hai e'timaad unhe.n KHud par Guruur kii had tak
akele jiinaa jo sab ke baGair chaahte hai.n
Tahir Faraz
Ghazal
ik e'timaad-e-vafaa hai ki jii rahaa huu.n mai.n
ki mere haal kaa shaayad use pata hii na ho
Shaz Tamkanat
Ghazal
adaavato.n ne mujhe e'timaad baKHshaa hai
mohabbato.n ne to kaaTaa hai raasta meraa