SEARCH RESULTS
Showing search results for "क़ाफ़िया-पैमाई"
Ghazal MATCHES FOR "क़ाफ़िया-पैमाई"
Ghazal
ham qaafiya-paimaa.ii ke chakkar me.n pa.De hai.n
hai sinf-e-Gazal qaafiya-paimaa.ii se aage
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
kaise ash.aar me.n laa.egaa Gazal kii KHushbuu
vo jo masruuf hai bas qaafiya paimaa.ii me.n
Kaukab Zaki
Ghazal
sakta qubuul qaafiya paimaa.ii ko nahii.n
be-vazn honaa mat ki taraazuu Gazal me.n hai
Badr Mohammadi
Ghazal
ham se pahle bhii suKHanvar hu.e kaise kaise
ham ne bhii tho.Dii bahut qaafiya-paimaa.ii kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
shaa.erii to vaardaat-e-qalb kii ruudaad hai
qaafiya-paimaa.ii ko mai.n shaa.erii kaise kahuu.n
Nazim Barelvi
Ghazal
aisii haalat me.n nazar aayaa hai vo aaj 'nabiil'
jaise shero.n me.n ko.ii qaafiya-paimaa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
aap ko sher nazar aate hai.n lekin 'muKHtaar'
ham ko ye qaafiya-paimaa.ii nazar aatii hai
Mukhtar Tilhari
Ghazal
jab milii tahriik mujh ko qaafiya-paimaa.ii kii
harf kii hurmat liye sajde ko aa.ii.n u.ngliyaa.n
Afroz Rizvi
Ghazal
is liye rah ga.e ahbaab se piichhe 'ashraf'
ham se ye qaafiya-paimaa.ii nahii.n hotii hai
Nazim Ashraf
Ghazal
kaun detaa hai yahaa.n daad-e-suKHan ab 'faaruuq'
kyuu.n jalaataa hai lahuu qaafiya-paimaa.ii kar
Farooq Bakshi
Ghazal
soch kaa loch kabhii un ko mayassar na hu.aa
ba.az logo.n ne faqat qaafiya-paimaa.ii kii
Krishna Mohan
Ghazal
shaa.irii kaam hai meraa so mai.n kahtaa huu.n Gazal
ye abas shauq nahii.n qaafiya-paimaa.ii kaa
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
jis ko ik umr Gazal se kiyaa mansuub 'nasiir'
us ko parkhaa to khulaa qaafiya-paimaa.ii hai
Naseer Turabi
Ghazal
khulnaa thaa apne aib o hunar kaa bharam kahaa.n
ye bhii hu.aa to qaafiya-paimaa.ii se hu.aa
Zafar Iqbal
Ghazal
Gazlo.n me.n ab vo rang na raanaa.ii rah ga.ii
kuchh rah ga.ii to qaafiya-paimaa.ii rah ga.ii
Farooq Shamim
Ghazal
ab ye aalam hai ki ash.aar me.n KHuu.n thuuktaa huu.n
aur vo kahte hai.n faqat qaafiya-paimaa.ii hai
Nasir Amrohvi
Ghazal
bas ek qaafiya-paimaa.ii ham ne kii hai 'suhail'
so ai Gazal tirii ta.aziir chaahte hai.n ham
Sohail Akhtar
Ghazal
tuu agar KHush hai to jaa qaafiya-paimaa.ii kar
sher ko ruuh kii la.Diyo.n me.n pirone de mujhe