SEARCH RESULTS
Showing search results for "गुंजाइश-ए-अदावत-ए-अग़्यार"
Ghazal MATCHES FOR "गुंजाइश-ए-अदावत-ए-अग़्यार"
Ghazal
gunjaa.ish-e-adaavat-e-aGyaar yak taraf
yaa.n dil me.n zo.af se havas-e-yaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ahl-e-jahaa.n ko mujh se adaavat hai kyaa karuu.n
ye tarz-e-intiqaam-e-mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
hai kyuu.n adaavat-e-aGyaar hii kaa zikr yahaa.n
chaman to ahl-e-chaman ne jalaanaa chaahaa hai
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
ab tak shariik-e-mahfil-e-aGyaar kaun hai
ham bevafaa hu.e to KHataa-vaar kaun hai
Zehra Nigaah
Ghazal
maa.il-e-sohbat-e-aGyaar to ham hai.n tum kaun
kyuu.n buraa maan ga.e yaar to ham hai.n tum kaun
Muztar Khairabadi
Ghazal
ye ta'assub ye 'adaavat ye zabaa.n ke jhag.De
in sharaaro.n ko tah-e-KHaak dabaate chaliye
Bismillah Adeem
Ghazal
ye kuduurat ye adaavat ye jafaa KHuub nahii.n
mujh ko miTTii me.n milaa kar tumhe.n kyaa miltaa hai
Nooh Narvi
Ghazal
Kaifi Hyderabadi
Ghazal
nafrat ke silsile ye 'adaavat ke silsile
jaane kahaa.n ga.e vo uKHuvvat ke silsile
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
kahaa.n siyaasat-e-aGyaar ne halaak kiyaa
hame.n to apne hii afkaar ne halaak kiyaa
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
dhokaa hai us kaa jaanib-e-aGyaar dekhnaa
jab ham na ho.n to ra.ng-e-ruKH-e-yaar dekhnaa
Abrar Abid
Ghazal
jaage ho raat mahfil-e-aGyaar me.n zaruur
aa.nkho.n me.n ab vo kufr kii zulmat nahii.n rahii
Hayat Amrohvi
Ghazal
zindagii kuucha-e-aGyaar me.n zam honii hai
ham se taqdiir-e-junuu.n KHaak raqam honii hai
Usman Alvi
Ghazal
mahfil kaa nuur marja-e-aGyaar kaun hai
ham me.n halaak-e-taale-e-bedaar kaun hai