SEARCH RESULTS
Showing search results for "छावनी"
Ghazal MATCHES FOR "छावनी"
Ghazal
junuu.n ke dasht me.n ik chhaavnii basaa le.nge
nahii.n hai ko.ii baseraa to mere saath chalo
Shamim Karhani
Ghazal
jaa.e.n dam bhar ko to farmaate hai.n
chhaavnii to na kahii.n chhaa.iyegaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
kaisaa insaaf kiyaa kartaa hai uupar vaalaa
bhiigte rahte hai.n KHud chhaavnii chhaane vaale
Ghazala Tabassum
Ghazal
gar safar ko sidhaare ho to aa.o
jaa ke vaa.n chhaavnii tuu chhaav nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
chhaavnii Daal ke duniyaa me.n rahegaa kab tak
KHeme rah jaa.e.nge uTh jaa.egaa Deraa teraa
Natiq Gulavthi
Ghazal
bahaar aate hii phuulo.n ne chhaavnii chhaa.ii
ki Dhuu.nDhtaa huu.n mujhe aashiyaa.n nahii.n miltaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
Krishna Kumar Toor
Ghazal
zinda ho jab zamiir to laazim hai ehtiyaat
palko.n kii chhaavnii me.n nigaaho.n kii laaj kyaa
Shaiq Muzaffarpuri
Ghazal
Zaheer Fatehpuri
Ghazal
Sajid Rizwi
Ghazal
ham ne chhaanii hai.n bahut dair o haram kii galiyaa.n
kahii.n paayaa na Thikaanaa tire diivaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
KHaak tak kuucha-e-dildaar kii chhaanii ham ne
justujuu kii pe dil-e-gum-shuda paayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
chhaanii kahaa.n na KHaak na paayaa kahii.n tumhe.n
miTTii mirii KHaraab abas dar-ba-dar hu.ii
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
tire KHayaal se hai masti-e-nazar merii
tirii nigaah se mai.n ne sharaab chhaanii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
itnaa mushkil to na thaa gum-shudagaa.n kaa milnaa
ham ne ai dasht tirii KHaak hii chhaanii kam hai
Abbas Tabish
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
tamaam umr isii sahraa kii KHaak chhaanii hai
jo tum suno to sunaa.uu.n ko.ii fasaana-e-ishq