SEARCH RESULTS
Showing search results for "जश्न-ए-मसर्रत"
Ghazal MATCHES FOR "जश्न-ए-मसर्रत"
Ghazal
ik jashn-e-masarrat me.n kuchh Duubtii aavaaze.n
TuuTe hu.e shiisho.n kii pur-dard sadaa hogii
Mohammad Afsar Raunqi
Ghazal
gar kisii jashn-e-masarrat me.n chale bhii jaa.e.n
chun ke aa.nsuu tire Gam-KHvaar uThaa laa.e.nge
Ata Turab
Ghazal
ye bhii kamaal hii to hai qaabil-e-daad saahibaan
aaj kalaam-e-'jashn' me.n ko.ii kamaal bhii nahii.n
Sunil Kumar Jashn
Ghazal
ye log apnii KHirad ke shikaar log hai.n 'jashn'
tabhii to dil kii zabaanii nahii.n samajh paa.e
Sunil Kumar Jashn
Ghazal
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
ik jashn-e-masarrat pesh-e-bahiir thaa us din bhii
sab saakit ho ke shikoh-e-sipaah ko dekhte the
Mohammad Khalid
Ghazal
ko.ii masarrat-e-lazzat mujhe na dard kaa Gam
mirii to ziist hii mastaana-vaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
abhii ye zaKHm-e-masarrat hai naa-shagufta saa
chhi.Dak do mere kuchh aa.nsuu ha.nsii ke chehre par
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
bazm-e-tarab bisaat-e-masarrat fareb hai.n
mai.n aish-e-musta.aar kaa qaa.el nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
jashn-e-maqtal hii na barpaa hu.aa varna ham bhii
paa-ba-jaulaa.n hii sahii naachte gaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
jashn-e-aavaargii-o-ranj-e-masaafat kaa shariik
dasht kaa dasht hu.aa hai mirii vahshat kaa shariik
Saima Zaidi
Ghazal
ik samt jashn-e-shaadii-o-ha.ngaama-e-nishaat
ik samt hashr aah-o-fuGaa.n dekhtaa huu.n mai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
baanii-e-jashn-e-bahaaraa.n ne ye sochaa bhii nahii.n
kis ne kaa.nTo.n ko lahuu apnaa pilaayaa hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
zamiin jiitii hai yaa sarzamiin-e-dil us ne
savaal tishna rahaa jashn-e-fat.h-o-nusrat me.n
Pirzada Qasim
Ghazal
udhar manaa.e ga.e KHuub jashn-e-daar-o-rasan
kafan-ba-dosh jidhar tere jaa.n-nisaar chale
Shamim Jaipuri
Ghazal
hamaare dam se hai raunaq tumhaarii mahfil kii
hamii.n na ho.nge to jashn-e-saliib-o-daar kahaa.n