SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़ौक-ए-नियाज़"
Ghazal MATCHES FOR "ज़ौक-ए-नियाज़"
Ghazal
Khalid Fatehpuri
Ghazal
allah allah ehtimaam-e-jazba-e-zauq-e-niyaaz
rok lii hai jaise Guncho.n ne ha.nsii tere liye
Sultan Shakir Hashmi
Ghazal
niyaaz-kesh bhii merii tarah na ho ko.ii
umiid mar chukii zauq-e-niyaaz baaqii hai
Akhtar Ansari
Ghazal
Niyaz Gulbargavi
Ghazal
ayaa.n hai un ke sitam se hamaaraa zauq-e-niyaaz
ham aag ban ke mizaaj-e-butaa.n me.n rahte hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
be-niyaazii dekh kar us kii ba.Dhaa zauq-e-niyaaz
ab jabiin-e-ishq hai aur aastaan-e-naaz hai
Mohammad Umar
Ghazal
vaadii-e-dil-navaaz se jism ke Gaar me.n utar
zauq-e-nazar kaa vaasta suurat-e-sarsarii na dekh
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
nazar milaa.ii jo un se to ai 'niyaaz' lagaa
mizaaj-e-yaar me.n pahlii sii barhamii na rahii
Niyaz Ali Niyaz Qaisri
Ghazal
jaate havaa-e-shauq me.n hai.n is chaman se 'zauq'
apnii balaa se baad-e-sabaa ab kabhii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ab inqilaab-e-dahr kii baate.n kahaa.n 'niyaaz'
jis fikr-o-fan pe naaz thaa kab kaa badal gayaa
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
KHabar bhii hai ki tumhaaraa 'niyaaz' sho.ala-navaa
huduud-e-jism se baahar bikharnaa chaahtaa hai
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
vo be-niyaaz-e-dard-o-Gam-e-zindagii 'niyaaz'
vo log baa-faraaG hai.n merii nigaah se
Niyaz Haidar
Ghazal
sair-e-mahtaab bahut KHuub sahii phir bhii 'niyaaz'
dil ko mahtaab-e-shamaa.il kii taraf le chaliye
Niyaz Haidar
Ghazal
jab se baazaar me.n bikne lage fankaar 'niyaaz'
mujh se arbaab-e-qalam shahr me.n kam aate hai.n
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
jo the hamaare shahr kii pahchaan ai 'niyaaz'
vo saahibaan-e-jubba-o-dastaar kyaa hu.e
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
ik ham hii be-niyaaz-e-masarrat rahe 'niyaaz'
raahat jahaa.n me.n kis ko faraaham nahii.n hu.ii