SEARCH RESULTS
Showing search results for "डालना"
Ghazal MATCHES FOR "डालना"
Ghazal
Gazle.n mirii bachaa lo bure vaqt ke liye
alfaaz bech Daalnaa mujh be-zabaan ke
Ali Raza Baloch
Ghazal
jahaan-e-saudaagarii me.n dil kaa vakiil ban kar
is ahd kii munsifii ko hairat me.n Daalnaa hai
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
tarsaa na mujh ko khii.nch ke talvaar maar Daal
gar maar Daalnaa hai to yak-baar maar Daal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
vahii galii jis kii ham kabhii KHaak chhaante the
sitam to ye hai usii pe ab KHaak Daalnaa hai
Moin Shadab
Ghazal
aasmaano.n par pa.Daav Daalnaa to hai mujhe
guftuguu hotii rahegii saabit-o-sayyaar se
Aurang zeb
Ghazal
zulfo.n pe KHaak Daalnaa tauhiin-e-husn hai
ko.ii sabab nikaal ghaTaa.o.n pe KHaak Daal
Shadab Javed
Ghazal
Gam-e-vafaa ko pas-e-pusht Daalnaa hogaa
khaTak rahaa hai jo kaa.nTaa nikaalnaa hogaa
Aijaz Asad
Ghazal
saudaa.ii ban ke us pe mujhe haath Daalnaa
ha.ngaama is me.n jo sar-e-baazaar ho so ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kuchh bhii lagii na rakkhii Dubo dii rahii sahii
dil ko na Daalnaa thaa savaal-o-javaab me.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
KHuunaaba-e-sarishk pe yuu.n KHaak Daalnaa
phir chhe.Dnaa ki surKHii-e-ra.ng-e-hinaa hai kyaa
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
na kyo.n ho naaz tabaahii-e-dil pe ai 'saahir'
ki mujh ko Daalnaa hai miT ke zindagii kii tarah
Sahir Bhopali
Ghazal
hame.n KHavaas ke zumre me.n Daalnaa thaa magar
hame.n 'avaam kii mad me.n shumaar kar diyaa hai
Asim Wasti
Ghazal
mai.n muztarib huu.n vasl me.n KHauf-e-raqiib se
Daalaa hai tum ko vahm ne kis pech-o-taab me.n