SEARCH RESULTS
Showing search results for "तख़्ईल"
Ghazal MATCHES FOR "तख़्ईल"
Ghazal
KHush-numaa yaa bad-numaa ho dahr kii har chiiz me.n
'josh' kii taKH.iil kahtii hai ki nudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
hausla ho to u.Do mere tasavvur kii tarah
merii taKH.iil ke gulzaar-e-jinaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
apne alfaaz se tajsiim karuu.ngaa tujh ko
mujh pe vaa ho merii taKH.iil me.n rahne vaale
Shahid Kamal
Ghazal
taKH.iil kii hado.n kaa ta.ayyun na ho sakaa
lekin muhiit-e-ziist bahut ta.ng rah gayaa
Zaheer Kashmiri
Ghazal
Bekal Utsahi
Ghazal
taKH.iil-e-laala-kaar ye kahtii hai ai 'suruur'
ko.ii zamii.n ho phuulte-phalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
ai 'zeb' mujhe terii taKH.iil kii maujo.n me.n
hushyaarii o mastii kaa sa.ngam nazar aataa hai
Zeb Ghauri
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
gurg-e-ehsaas se bachne kii to ko.ii nahii.n raah
sag-e-taKH.iil pe band aa.nkh kaa darvaaza kare.n
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
Himayat Ali Shayar
Ghazal
aa.ii hai arz saarii ab us ke daa.ere me.n
taKH.iil paa-ba-jaulaa.n pur-kaar ho ga.ii hai
Syed Hamid
Ghazal
kaun hai ye matl-e-taKH.iill par mahtaab saa
merii rag rag me.n bapaa hone lagaa sailaab saa
Ameeq Hanafi
Ghazal
Vijendra Singh Parwaz
Ghazal
taKH.iil kaa dar khole hu.e shaam kha.Dii hai
goyaa ko.ii tasviir KHayaalo.n me.n ja.Dii hai
Zahida Zaidi
Ghazal
tum me.n to miraa aahuu-e-KHush-gaam nahii.n hai
ai vaadii-e-taKH.ill ke gum-gashta Gazaalo
Waheed Akhtar
Ghazal
taKH.iil ko taKHliiq kii taufiiq ataa kar
phir pahluu se ik chiiz nikalne ke liye de