SEARCH RESULTS
Showing search results for "तमाशा-ए-अहल-ए-करम"
Ghazal MATCHES FOR "तमाशा-ए-अहल-ए-करम"
Ghazal
gadaa dast-e-ahl-e-karam dekhte hai.n
ham apnaa hii dam aur qadam dekhte hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
dayaar-e-ahl-e-karam kaa tavaaf apnii jagah
ubhar rahaa hai kahii.n inhiraaf apnii jagah
Farooq Argali
Ghazal
saahib-e-jaam-o-subuu ahl-e-karam aate hai.n
ham se diivaane magar dahr me.n kam aate hai.n
Akhtar Gwaliori
Ghazal
yaarab saraab-e-ahl-e-havas se najaat de
mujh ko sharaab de unhe.n aab-e-hayaat de
Sirajuddin Zafar
Ghazal
islaah-e-ahl-e-hosh kaa yaaraa nahii.n hame.n
is qaum par KHudaa ne utaaraa nahii.n hame.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
jo dast-e-ahl-e-mohabbat ko iKHtiyaar mile
gadaa ko phuul mile.n baadshah ko KHaar mile
Tajdar Adil
Ghazal
un ko dimaaG-e-pursish-e-ahl-e-mehan kahaa.n
ye bhii sahii to ham ko majaal-e-suKHan kahaa.n
Bekhud Badayuni
Ghazal
zavaal-e-Gairat-e-ahl-e-sharaf pe kyaa kahiye
chalii hai rasm ki fir.aun ko KHudaa kahiye
Sada Ambalvi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Saib Tonki
Ghazal
'azmat-e-ahl-e-junuu.n paas-e-vafaa rakkhaa hai
chaak-e-daaman ko rafuugar se bachaa rakkhaa hai
Ahmar Nadeem
Ghazal
sajda-gaah-e-ahl-e-dil ba.ad-e-fanaa ho jaa.iye
saf.ha-e-hastii pe ik naqsh-e-vafaa ho jaa.iye