SEARCH RESULTS
Showing search results for "दोहराई"
Ghazal MATCHES FOR "दोहराई"
Ghazal
jab kabhii un kii tavajjoh me.n kamii paa.ii ga.ii
az-sar-e-nau daastaan-e-shauq dohraa.ii ga.ii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ab vaada-e-fardaa me.n kashish kuchh nahii.n baaqii
dohraa.ii hu.ii baat guzartii hai giraa.n aur
Bismil Sabri
Ghazal
daastaan-e-shauq kitnii baar dohraa.ii ga.ii
sun.ne vaalo.n me.n tavajjoh kii kamii paa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
vo daastaa.n jo tirii dilkashii ne chhe.Dii thii
hazaar baar mirii saadgii ne dohraa.ii
Ahmad Rahi
Ghazal
dohraa.ii jaa sakegii na ab daastaan-e-ishq
kuchh vo kahii.n se bhuul ga.e hai.n kahii.n se ham
Bismil Saeedi
Ghazal
aaj to bazm me.n har aa.nkh thii pur-nam jaise
daastaa.n merii kisii ne yahaa.n dohraa.ii ho
Imran Shanawar
Ghazal
jo samajhnaa hii na chaahe use samjhaa.ii nahii.n
jo bhii ik baar kahii baat vo dohraa.ii nahii.n
Sidra Sahar Imran
Ghazal
ishq kii taariiKH dohraa.ii zamaane ne zaruur
naam paayaa qais ne bhii tere diivaane ke ba.ad
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kyuu.n ho na junuu.n kam-go jab hotaa hai ye ziirak
dohraa.ii hu.ii baate.n mahram se nahii.n kahtaa
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
Khalida Uzma
Ghazal
qissa jo nayaa paas ko.ii hai to sunaa.o
ye baat to sau baar kii dohraa.ii hu.ii hai
Siya sachdev
Ghazal
Nihal Rizvi Lucknowi
Ghazal
Najeeb Ahmad
Ghazal
farhaad gahe majnuu.n ban kar yahaa.n jab aa.e
ruudaad-e-junuu.n ham ne har martaba dohraa.ii