SEARCH RESULTS
Showing search results for "धड़ी"
Ghazal MATCHES FOR "धड़ी"
Ghazal
tilaa mast turaa mast dharii mast dha.Dii mast
shakar mast chuman mast ha.nsan mast parii mast
Quli Qutub Shah
Ghazal
us laal-e-lab ke ham ne liye bose is qadar
sab u.D ga.ii misii kii dha.Dii do gha.Dii ke baad
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dha.Dii jamaav malo meh.ndii zulf suljhaa.o
Gazab kaa naaz hai tum kyuu.n sa.nvar nahii.n jaate
Nasim Maysori
Ghazal
niilam kii jhalak detii hai yaaquut me.n goyaa
so tere lab-e-laal pe missii kii dha.Dii hai
Faez Dehlvi
Ghazal
hai jo ashko.n me.n udaahaT to na ghabraa ai dil
ro.ii hai dekh ke missii kii dha.Dii merii aa.nkh
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
gul-ra.ng tire ho.nTh hu.e baar-e-suKHan se
ai jaan u.Daa le ga.ii missii kii dha.Dii baat
Muneer Shikohabadi
Ghazal
guftam ki chashm-e-jaaduu gufta ki dono.n KHanjar
guftam dha.Dii labaa.n kii guft az aqiiq behtar
Faez Dehlvi
Ghazal
juu.n qalam-rau rahii hai.n ashk-e-siyaah
dekh is missii kii dha.Dii aa.nkhe.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
missii kii dha.Dii us kii nazro.n se jo hai Gaa.eb
yaa-rab vo siyah badlii kiidhar ko barastii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
us lab pe dekhte hii se vo paan kii dha.Dii
shaam-o-shafaq in aa.nkho.n me.n kab KHushnumaa lagii
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
karte hii ek nigah me.n lab-e-naazuk ko kabuud
kyaa banaa detii hai missii kii dha.Dii merii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Abdul Wahab yakro
Ghazal
baalaa.n me.n tel bar me.n gulaa.n bhar galaa sandal
tambuul kii adhar pe dha.Dii thii nazar pa.Dii
Qazi Mahmud Behri
Ghazal
dil-e-naadaa.n na dha.Dak ai dil-e-naadaa.n na dha.Dak
ko.ii KHat le ke pa.Dosii ke ghar aayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
rakhte qadam jo vaadi-e-ulfat me.n be-dha.Dak
'hairat' sivaa tumhaare kisii kaa jigar nahii.n