SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़ख़्र-ए-मुबारकबाद"
Ghazal MATCHES FOR "फ़ख़्र-ए-मुबारकबाद"
Ghazal
sair-e-gul ko aa.ii thii jis dam savaarii aap kii
phuul uTThaa thaa chaman faKHr-e-mubaarakbaad se
Hasrat Mohani
Ghazal
ho 'faKHr' KHaak mujhe qaum kii taraqqii par
jo fard-e-qaum ye mazduur aur kisaan nahii.n
Fakhr Zaman
Ghazal
jab vaqt pa.Daa dekhnaa de jaa.e.nge dhokaa
ye dost nahii.n 'faKHr' sabhii kachche gha.De hai.n
Fakhr Zaman
Ghazal
ba.Dhaa.e.n un kii taraf dast-e-dostii kyuu.n-kar
jo gul-sifat the kabhii 'faKHr' ab vo KHaar hu.e
Fakhr Zaman
Ghazal
piir-e-muGaa.n se 'faKHr' yahii ik savaal hai
au.ndhe hai.n aaj jaam-o-subuu kyuu.n sharaab ke
Iftikhar Ahmad Fakhr
Ghazal
mai-e-suKHan se na pighle jo aabgiina-e-dil
to 'faKHr' sho.ala-navaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Iftikhar Ahmad Fakhr
Ghazal
ham 'faKHr' sarkasho.n ke na aage kabhii jhuke
rakhte hai.n ik tabii.at-e-KHuddaar kyaa kare.n
Iftikhar Ahmad Fakhr
Ghazal
vo KHvaab jaisaa thaa goyaa saraab lagtaa thaa
hasiin aisaa ki faKHr-e-gulaab lagtaa thaa
Ibn-e-Mufti
Ghazal
kyuu.n KHabar puuchhii tiraa biimaar haa.e
mar gayaa shor-e-mubaarakbaad me.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
nuur jo KHaak ke zarro.n ko daraKHshaanii de
faKHr-e-KHurshiid-e-jahaa.n-taab hu.aa kartaa hai
Syed Siddiq Hasan
Ghazal
ko.ii zarra jo dil kii KHaak kaa barbaad hotaa hai
jahaan-e-ishq me.n shor-e-mubaarakbaad hotaa hai
Vahshi Kanpuri
Ghazal
jalva-farmaa.ii kaa muzhda kis ne bhejaa hai ki aaj
diida-o-dil ham-digar sarf-e-mubaarakbaad hai.n
Talib Ali Khaan Aishi
Ghazal
faKHr-e-KHaatuun-e-hind hai 'ismat'
ham se puuchhe ko.ii vafaa kyaa hai
Rifat Zamani Begum Ismat
Ghazal
bolii ai faKHr-e-aashiqaan-e-jahaa.n
kyaa kahuu.n mai.n ki dam nahii.n dam me.n
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
zamaana-saaz nikle faKHr-e-ruudaad-e-jahaa.n nikle
nazar jis varq par Daalo hamaarii daastaa.n nikle