SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़ातिहा"
Ghazal MATCHES FOR "फ़ातिहा"
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
hamaarii ziist me.n the saath kaun kaun ai 'barq'
ab ek faatiha ko qabr par nahii.n aataa
Mirza Raza Barq
Ghazal
abhii mazaar par ahbaab faatiha pa.Dh le.n
phir is qadar bhii hamaaraa nishaa.n rahe na rahe
Ameer Minai
Ghazal
ab mulaaqaat kahaa.n shiishe se paimaane se
faatiha pa.Dh ke chale aa.e hai.n mai-KHaane se
Bismil Azimabadi
Ghazal
aayaa hai yaar faatiha pa.Dhne ko qabr par
bedaar baKHt-e-KHufta hai KHvaab-e-giraa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jab vo na aa.e faatiha pa.Dhne to ai sabaa
baaz aa gayaa mai.n sham.a bhii ab nauhagar na ho
Bismil Azimabadi
Ghazal
kaun aayaa pa.Dhte faatiha kis ne cha.Dhaa.e phuul
marne ke baa'd puuchhtaa hai ko.ii yaar kab
Aagha Akbarabadi
Ghazal
vo na aate faatiha ko zaraa mu.D ke dekh lete
to hujuum-e-'yaas' itnaa na sar-e-mazaar hotaa
Yagana Changezi
Ghazal
jo miTTii dii hai to ab faatiha bhii pa.Dhte jaa.o
kuchh ab savaab bhii lo KHaak me.n milaa ke mujhe
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
hamaarii KHaatir bhii faatiha ho baraa.e-baKHshish
ham aap-apne pe KHaak Daale pa.De hu.e hai.n