SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़ारिग़"
Ghazal MATCHES FOR "फ़ारिग़"
Ghazal
aaraa.ish-e-jamaal se faariG nahii.n hunuuz
pesh-e-nazar hai aa.ina daa.im naqaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
qatra qatra ik hayuulaa hai na.e naasuur kaa
KHuu.n bhii zauq-e-dard se faariG mire tan me.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kartaa huu.n niind me.n hii safar saare shahr kaa
faariG to baiThtaa nahii.n sone ke baavajuud
Zafar Iqbal
Ghazal
khil ke murjhaa bhii ga.e fasl-e-mulaaqaat ke phuul
ham hii faariG na hu.e mausam-e-tanhaa.ii se
Ahmad Mushtaq
Ghazal
faariG mujhe na jaan ki maanind-e-sub.h-o-mehr
hai daaG-e-ishq ziinat-e-jeb-e-kafan hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
yaad aa.e.nge zamaane ko misaalo.n ke liye
jaise bosiida kitaabe.n ho.n havaalo.n ke liye
Farigh Bukhari
Ghazal
chhat pe aa jaa.o har ik kaam se faariG ho kar
chaa.ndnii raat ke mehraab dikhaate hai.n tumhe.n
Saleem Siddiqui
Ghazal
aql se faariG hu.aa insaan aadhaa rah gayaa
iid do-baalaa hu.ii ramzaan aadhaa rah gayaa
Mansoor Umar
Ghazal
Anwar Masood
Ghazal
Wasif Dehlvi
Ghazal
hu.aa hai aisaa ki faariG iraadatan bhii kabhii
ham apnii raah me.n kaa.nTe ziyaada karte rahe
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
KHizaa.n ne dast-e-basaarat ko Das liyaa 'faariG'
chale the qaafla-e-fasl-e-gul ko Thahraane
Farigh Bukhari
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
dukh sukh bhii kartaa hai sar bhii pho.Dtaa hai
diivaaro.n se faariG ke sau naate hai.n