SEARCH RESULTS
Showing search results for "रात-ब-रात"
Ghazal MATCHES FOR "रात-ब-रात"
Ghazal
lahuu me.n aa.egaa tuufaan-e-tund raat-ba-raat
karegii mauj-e-balaa-KHez paara-paara mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
aaj kii raat ba-har-haal na sonaa 'shaahid'
har gha.Dii aa.nkh me.n ik KHaar chubhoyaa jaa.e
Saleem Shahid
Ghazal
mirii udaasii kaa baa.is shab-e-firaaq nahii.n
basar ye raat ba-sad-ehtimaam ho na sakii
Ahmad Shahid Khan
Ghazal
ummiid ujaale kaa liye tesha har ik dil
har raat ba-andaaz-e-sahar kaaT rahaa hai
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
mai-kade kii vahii maanuus fazaa aur dil-e-zaar
ek bhii raat ba-andaaz-e-digar ho na sakii
Hanif Fauq
Ghazal
ba-raah-e-raast nahii.n phir bhii raabta saa hai
vo jaise yaad-e-mazaafaat me.n chhupaa saa hai
Shahram Sarmadi
Ghazal
chaandnii raat me.n ik baar use dekhaa thaa
chaa.nd se bar-sar-e-paikaar use dekhaa thaa
Rafiq Raaz
Ghazal
Rafiq Raaz
Ghazal
jugnu.o.n ko saath le kar raat raushan kiijiye
raasta suuraj kaa dekhaa to sahar ho jaa.egii
Rahat Indori
Ghazal
na ko.ii rabt ba-juz KHaamushii o nafrat ke
mile.nge ab to KHulaase yahii mohabbat ke
Kishwar Naheed
Ghazal
ba-raah-e-raast ko.ii farz adaa nahii.n hotaa
vahii sifaarishe.n sun.naa sifaarishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye siiTiyo.n kii sadaa raat kaa ye sannaaTaa
sukuut-e-shahr-e-KHamoshaa.n hai kyaa Gazal kahiye
Raaz Allahabadi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
tujh se miraa mu'aamla hotaa ba-raah-e-raast
ye 'ishq darmiyaan na hotaa to Thiik thaa