SEARCH RESULTS
Showing search results for "लिबास-ए-वादी"
Ghazal MATCHES FOR "लिबास-ए-वादी"
Ghazal
faraaz-e-koh pe bijlii kuchh is tarah chamkii
libaas-e-vaadii-o-dasht-o-daman badalne lagaa
Parveen Shakir
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
larziida mile vaadii-e-zulmaat ke rahrav
aaya mire hisse me.n safar aur tarah kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
'fazaa' tujhii ko ye saffaaki-e-hunar bhii milii
ik ek lafz ko yuu.n be-libaas kar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jo saahibaan-e-basiirat the be-libaas hu.e
faziilato.n kii ye dastaar kis ke sar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
apne aab-e-chashm se sarsabz hai.n
zeb-e-dasht-o-ziinat-e-vaadii hai.n ham
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
libaas-e-jism to hai mustaqil libaas-e-'adam
vujuud ko to pahante hai.n banDiyo.n kii tarah
Farhat Ehsas
Ghazal
mayassar aaya na un ko libaas-e-saut-o-sadaa
mire KHayaal sa.nvarte rahe mire andar
Ashfaq Amir
Ghazal
libaas-e-sharm-o-hayaa nazr-e-maslahat kar ke
ye kaun dekhnaa baalaa-e-baam aaya hai
Nafees Ahmad Sahar
Ghazal
libaas-e-sabr-o-tahammul jo ham hai.n pahne hu.e
ab is ke lagtaa hai baKHiye udha.Dne vaale hai.n
Saadat Bandvi
Ghazal
mire KHayaal ne pahnaa libaas-e-harf-o-nidaa
sariir-e-KHaama hai raqsaa.n mirii navaa ke liye
Arsh Siddiqui
Ghazal
KHizaa.n ba-zid thii kaho mausam-e-bahaar use
libaas-e-Guncha-o-gul taar-taar saamne thaa