SEARCH RESULTS
Showing search results for "समझदार"
Ghazal MATCHES FOR "समझदार"
Ghazal
ko.ii paagal hii mohabbat se navaazegaa mujhe
aap to KHair samajhdaar nazar aate hai.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
mashvara lene kii naubat hii nahii.n aa paatii
ek se ek samajhdaar pa.Daa hai mujh me.n
Anjum Saleemi
Ghazal
vo bulaataa hai jise pyaar se apnii jaanib
mai.n to paagal huu.n samajhdaar chale aate hai.n
Yasir Khan Inam
Ghazal
aa.egii hashr kii naaseh kii samajh me.n kyaa KHaak
jab samajhdaar samajhte nahii.n samjhaane se
Bismil Azimabadi
Ghazal
jab the kam-umr samajhdaar nahii.n hote the
un dino.n log adaakaar nahii.n hote the
Aarib Hasimi
Ghazal
yuu.n apne aap ko barbaad kartaa hai ko.ii
ai mere dil tuu samajhdaar hai nahii.n hai kyaa
Tarkash Pradeep
Ghazal
ye alag baat vo thaa daur-e-jahaalat lekin
log an-pa.Dh bhii samajhdaar hu.aa karte the
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
Kuldeep Kumar
Ghazal
terii palko.n ke ishaare ko samajh jaate the
ham kabhii itne samajhdaar hu.aa karte the
Faizan Arif
Ghazal
kuchh samajhdaar to hai.n naa'sh uThaane vaale
le chale hai.n mujhe is raahguzar se pahle
Hafeez Jalandhari
Ghazal
vaqt kaisaa bhii ho tum saath nibhaanaa siikho
pe.D har saal samar-daar nahii.n rahtaa hai
Khalid Azad
Ghazal
us ne naadaan ho, kah kar hame.n uksaayaa thaa
umr bhar us ko samajhdaar nahii.n hone diyaa
Mannan Bijnori
Ghazal
Rishabh Sharma
Ghazal
ha.nsiye janaab der tak ab apne aap par
kis ne kahaa thaa KHud ko samajhdaar jaaniye
Kashif Husain Ghair
Ghazal
parde kii baat parde pe khul kar jo aa ga.ii
bachche samay se pahle samajhdaar ho ga.e