SEARCH RESULTS
Showing search results for ".byaj"
Ghazal MATCHES FOR ".byaj"
Ghazal
KHushii thii muul to Gam thaa byaaj ke jaisaa
tamaam umr bharaa hai lagaan chho.D na yaar
Chand Akbarabadi
Ghazal
byaaj me.n khet na zevar na vo dhan chaahtaa hai
suud-KHor aaj to beva kaa badan chaahtaa hai
Rajeev Riyaz Pratapgarhi
Ghazal
lahuu se byaaj chukaanaa pa.Degaa ab tujh ko
diyaa ye mashvara kis ne ki jaa.n udhaarii rakh
Imran Badayuni
Ghazal
chain se shaiKH-e-haram umr basar karte hai.n
ruupaya bank me.n hai miltaa hai maahaana byaaj
Shauq Bahraichi
Ghazal
kyuu.n na vahshat-e-Gaalib baaj-KHvaah-e-taskii.n ho
kushta-e-taGaaful ko KHasm-e-KHuu.n-bahaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dard-e-dil paas-e-vafaa jazba-e-iimaa.n honaa
aadmiyat hai yahii aur yahii insaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
kisii ke husn ko bin maa.nge baaj dete hai.n
vaziir miir sipaahii faqiih zauq-e-shahii
Shahzad Qais
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
haTtaa nahii.n tasavvur-e-asbaab-o-mulk-o-maal
kaano.n me.n baj rahii hai vo shahnaa-e-lucknow
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Meeraji
Ghazal
na.e jhag.De niraalii kaavishe.n iijaad karte hai.n
vatan kii aabruu ahl-e-vatan barbaad karte hai.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
ham sochte hai.n raat me.n taaro.n ko dekh kar
sham.e.n zamiin kii hai.n jo daaG aasmaa.n ke hai.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
zabaa.n ko band kare.n yaa mujhe asiir kare.n
mire KHayaal ko be.Dii pinhaa nahii.n sakte