SEARCH RESULTS
Showing search results for ".coop"
Ghazal MATCHES FOR ".coop"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
dekh ke khi.Dkii se baarish ko paagal la.Dkii
aaj bhii do cup chaa.e banaane lagtii hai
Nahid Akhtar Balooch
Ghazal
naam meraa yaad karke chuskiyo.n ke biich me.n
kyaa hu.ii hai chaa.e ke cup me.n tire halchal kabhii
Sandeep Thakur
Ghazal
chaa.e kaa cup ho 'nabiil' aur kisii kii yaade.n
raat kaa pichhlaa pahar aalam-e-tanhaa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
bistar me.n ek chaa.nd taraashaa thaa lams ne
us ne uThaa ke chaa.e ke cup me.n Dubo diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
Danish Aziz
Ghazal
chaa.e ke ek cup kaa yahii hai mu.aavza
yaaro.n ko ahd-e-rafta ke qisse sunaa.iye
Syed Fazlul Mateen
Ghazal
chaa.e kaa cup ho 'nabiil' aur kisii kii yaade.n
raat kaa pichhlaa pahar aalam-e-tanhaa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
Naeem Naaz
Ghazal
Saba Tabish
Ghazal
chaahat kaa vo KHaas qariina yaad hai kyaa
ik hii cup me.n coffee piinaa yaad hai kyaa
Ashfaq Shaheen
Ghazal
chaa.e ke do cup balcony aur 'faiz' kii nazme.n
tum bin bhii ye ma.amuul hamaaraa jaarii hai
Rizwana Bano Iqra
Ghazal
bas ek guzraa ta'alluq nibhaane baiThe hai.n
vagarna dono.n ke cup me.n zaraa bhii chaa.e nahii.n
Wasim Nadir
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale