SEARCH RESULTS
Showing search results for ".dhbo"
Ghazal MATCHES FOR ".dhbo"
Ghazal
jo Duubnaa hai to itne sukuun se Duubo
ki aas-paas kii lahro.n ko bhii pataa na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ro-dho ke vo bhii ho gayaa KHaamosh ek roz
do-chaar din me.n ra.ng-e-hinaa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
haath dho dil se yahii garmii gar andeshe me.n hai
aabgiina tundi-e-sahbaa se pighlaa jaa.e hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe Dubo ke bahut sharmsaar rahtii hai
vo ek mauj jo dariyaa ke paar rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
bachaa liyaa mujhe tuufaa.n kii mauj ne varna
kinaare vaale safiina miraa Dubo dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
roz ham ashko.n se dho aate hai.n diivaar-e-haram
pag.Diyaa.n roz farishto.n kii uchhaal aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
har ek zaKHm ko ashko.n se dho ke chuum liyaa
mai.n aise Thiik hu.aa us kii dekh-bhaal ke baad
Varun Anand
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
dariyaa kaa intiqaam Dubo de na ghar tiraa
saahil se roz roz na kankar uThaa ke laa
Mohsin Naqvi
Ghazal
yuu.n hasrato.n ke daaG mohabbat me.n dho liye
KHud dil se dil kii baat kahii aur ro liye