SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ijpm"
Ghazal MATCHES FOR ".ijpm"
Ghazal
zaraa sii baat thii andesha-e-ajam ne use
ba.Dhaa diyaa hai faqat zeb-e-daastaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
baada-gardaan-e-ajam vo arabii merii sharaab
mire saaGar se jhijakte hai.n mai-aashaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
rag-e-taak muntazir hai tirii baarish-e-karam kii
ki ajam ke mai-kado.n me.n na rahii mai-e-muGaana
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
tuu arab ho yaa ajam ho tiraa laa ilaah illaa
luGat-e-Gariib jab tak tiraa dil na de gavaahii
Allama Iqbal
Ghazal
agar ho zauq to KHalvat me.n pa.Dh zubuur-e-ajam
fuGaan-e-niim-shabii be-navaa-e-raaz nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
'aziim' ishq-e-shah-e-do-saraa basaa dil me.n
vahii ajam ke liye hai vahii arab ke liye
Azeem Quraishi
Ghazal
kuchh aur hai.n us husn-e-basantii kii adaa.e.n
hai.n naaz nigaaraan-e-ajam aur tarah ke
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
is daur-e-naa-shanaas me.n ham se arab-nazhaad
lab kholne lage to ajam kar diye ga.e
Alamtaab Tishna
Ghazal
sher-e-hindii jo sune 'mehr' jigar tafta ke
apnaa andaaz-e-fasiihaan-e-ajam bhuul ga.e
Hatim Ali Mehr
Ghazal
kabhii KHudaa kii parastish kabhii sanaa-e-butaa.n
rah-e-arab pe kabhii jaada-e-ajam pe chalaa
Jafar Tahir
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
Masood Akhtar Jamal
Ghazal
shohrat hu.ii hai jab se tire sher kii 'valii'
mushtaaq tujh suKHan kaa arab taa ajam hu.aa
Wali Dakni
Ghazal
haq-go.ii ke mahaaz pe manzar badal gayaa
KHaamosh sab arab hai.n ajam bolne lage