SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ijpm"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".ijpm"
Ghazal
zaraa sii baat thii andesha-e-ajam ne use
ba.Dhaa diyaa hai faqat zeb-e-daastaa.n ke liye
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
zikr-e-arab ke soz me.n, fikr-e-ajam ke saaz me.n
ne arabii mushaahidaat, ne ajamii taKHaiyyulaat
Allama Iqbal
MORE MATCHES FOR ".ijpm"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
tuu arab ho yaa ajam ho tiraa laa ilaah illaa
luGat-e-Gariib jab tak tiraa dil na de gavaahii
Allama Iqbal
Ghazal
agar ho zauq to KHalvat me.n pa.Dh zubuur-e-ajam
fuGaan-e-niim-shabii be-navaa-e-raaz nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Nasir Kazmi
Nazm
nashat-e-umid
saath milaa jis ko tiraa do qadam
kahtaa hai vo ye hai arab aur ajam
Altaf Hussain Hali
Nazm
ustad
us kii aalamgiir haisiyyat hai shaaho.n kii tarah
kul ajam ustaad kaa hai kul arab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
namrud ki KHudai
ajam, vo marz-e-tilism-o-ra.ng-o-KHayaal-o-naGma
arab, vo iqliim-e-shiir-o-shahd-o-sharaab-o-KHurmaa
Noon Meem Rashid
Nazm
mann-o-salwa
ham is ke mujrim nahii.n hai.n jaan-e-ajam nahii.n hai.n
vo pahlaa a.ngrez
Noon Meem Rashid
Ghazal
'aziim' ishq-e-shah-e-do-saraa basaa dil me.n
vahii ajam ke liye hai vahii arab ke liye