SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ijpm"
Nazm MATCHES FOR ".ijpm"
Nazm
zauq o shauq
zikr-e-arab ke soz me.n, fikr-e-ajam ke saaz me.n
ne arabii mushaahidaat, ne ajamii taKHaiyyulaat
Allama Iqbal
Nazm
nashat-e-umid
saath milaa jis ko tiraa do qadam
kahtaa hai vo ye hai arab aur ajam
Altaf Hussain Hali
Nazm
ustad
us kii aalamgiir haisiyyat hai shaaho.n kii tarah
kul ajam ustaad kaa hai kul arab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
namrud ki KHudai
ajam, vo marz-e-tilism-o-ra.ng-o-KHayaal-o-naGma
arab, vo iqliim-e-shiir-o-shahd-o-sharaab-o-KHurmaa
Noon Meem Rashid
Nazm
mann-o-salwa
ham is ke mujrim nahii.n hai.n jaan-e-ajam nahii.n hai.n
vo pahlaa a.ngrez
Noon Meem Rashid
Nazm
tamasha-gah-e-lala-zar
arab aur ajam ke Gamo.n kaa shumaar
tamaashaa-gah-e-laala-zaar!
Noon Meem Rashid
Nazm
musibat ki KHabren
bahut shauq se naam us kaa abuu-qais rakhaa
phir apnii amaanat arab aur ajam ke KHaliifa ko sau.npii
Ali Akbar Natiq
Nazm
ehsas
apnii duniyaa ko zamaane se judaa rakkhaa hai
tujh pe qurbaan arab aur ajam sadqe karuu.n
Zafar Adeem
Nazm
saqi
ajam be-bahra-e-iimaa.n arab be-bahra-e-daanish
ba-ii.n-aaGaaz dono.n kaa buraa anjaam hai saaqii
Shameem Farooq Banspari
Nazm
album
kyaa amiiraan-e-ajam kaise faqiihaan-e-haram
sab ke sab us kii hathelii me.n hai.n band
Qamar Jahan Naseer
Nazm
bulbul aur shair
aavaaza teraa pahu.nchaa yuunaan me.n ajam me.n
vaasif hai ruum teraa maddaah shaam teraa