SEARCH RESULTS
Showing search results for ".puos"
Ghazal MATCHES FOR ".puos"
Ghazal
uqbaa kii baaz-purs kaa jaataa rahaa KHayaal
duniyaa kii lazzato.n me.n tabii.at bahal ga.ii
Akbar Allahabadi
Ghazal
raaz-e-daruun-e-parda ze-rindaan-e-mast purs
saalik hai kyuu.n hijaab-e-shuhuud-o-vajuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
naam un kaa aa gayaa kahii.n ha.ngaam-e-baaz-purs
ham the ki u.D ga.e saf-e-mehshar liye hu.e
Asghar Gondvi
Ghazal
Devmani pandey
Ghazal
saabit na hove KHuun miraa roz-e-baaz-purs
bole.nge ahl-e-hashr so jallaad kii taraf
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
amiir-e-shahr se ab kaun baaz-purs kare
ki us ke paas bahut sii qabaa ziyaada hai
Farhat Ehsas
Ghazal
roz-e-shumaar go ho mire saath baaz-purs
mai.n kyaa huu.n aur mere gunah kis hisaab me.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
kisii se ko.ii nahii.n baaz-purs duniyaa me.n
zamaana piichhe pa.Daa hai hamaarii jaan ke hii
Khawer Eijaz
Ghazal
qaatil kii shakl dekh ke ha.ngaam-e-baaz-purs
niiyat badal ga.ii mire ik ik gavaah kii
Zaheer Dehlvi
Ghazal
Jagdish Prakash
Ghazal
mirii KHataa.o.n pe ye baaz-purs maalik-e-hashr
ataa hu.aa thaa kabhii dil pe iKHtiyaar mujhe
Qaisar Amravatwi
Ghazal
mujh ruu-siyah kii hai ye du.aa vaqt-e-baaz-purs
rakhiyegaa apne lutf-o-karam par nigaah aap
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
baaz-purs us se bhii hogii kabhii sochaa bhii na thaa
haal par apne jise chho.D diyaa jaataa hai
Seen Yunus
Ghazal
chain kaisaa qabr me.n sar par hai roz-e-baaz-purs
daastaan-e-dard-e-hastii ko hai dohraanaa hanuuz
Mani Jayasi
Ghazal
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
ai shaiKH ham ko rahmat-e-yazdaa.n pe hai yaqii.n
mahshar kii baaz-purs kaa kis ko KHayaal hai
Sabir Abuhari
Ghazal
mai.n pur-KHuluus huu.n phaagun kii dopahar kii tarah
tiraa mizaaj lage puus ke mahiine kaa
Mayank Awasthi
Ghazal
ai be-KHabar qariib hai fardaa-e-baaz-purs
hushiyaar ho ki jald zamaan-e-hisaab hai