SEARCH RESULTS
Showing search results for ".qlqn"
Ghazal MATCHES FOR ".qlqn"
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mai-KHaane me.n sau martaba mai.n mar ke jiyaa huu.n
hai qulqul-e-miinaa mujhe qum-qum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
qahqahe qulqul-e-miinaa ne lagaa.e kyaa kyaa
mujh ko mastii me.n jo ronaa sar-e-mahfil aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
shor-e-qulqul ye kyuu.n hai duKHtar-e-raz
kyaa kisii paarsaa se la.Dtii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
qulqul-e-miinaa se aatii hai sadaa
bhar chukaa jis vaqt paimaana chalaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
vo qulqul-e-miinaa me.n charche mirii tauba ke
aur shiisha-o-saaGar kii mai-KHaane me.n sargoshii
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ho ye labbaik-e-haram yaa ye azaan-e-masjid
mai-kasho qulqul-e-miinaa kii sadaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mahfil me.n shor-e-qulqul-e-miinaa-e-mul hu.aa
laa saaqiyaa pyaala ki tauba kaa qul hu.aa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
qulqul-e-miinaa se apnii pyaas to bujhtii nahii.n
chuur sab shiishe hu.e saaGar salaamat hai kahaa.n
Imam Azam
Ghazal
mai-KHaane me.n sau martaba mai.n mar ke jiyaa huu.n
hai qulqul-e-miinaa mujhe qum-qum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ushshaaq ko tujh chashm ke haajat nahii.n mai kii
behosh kare 'saudaa' ko qulqul kii ishaarat
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
tum kyaa ho ham ne qulqul-e-miinaa se vaa.izo
baate.n bahut sunii hai.n azaab-o-savaab kii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
sadaa-e-qulqul-e-miinaa se ho gayaa saabit
ki peT bhar ke kare.n mast guftuguu-e-sharaab
Muneer Shikohabadi
Ghazal
qulqul-e-miinaa se aatii hai sadaa
bhar chukaa jis vaqt paimaana chalaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
mustatar qulqul-e-miinaa me.n hai raaz-e-mastii
bhed kis tarah khule phir tire mastaane kaa