SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gam-e-zamaana"
Ghazal MATCHES FOR "Gam-e-zamaana"
Ghazal
malaal-e-dil se ilaaj-e-Gam-e-zamaana kiyaa
ziyaa-e-mehr se raushan charaaG-e-KHaana kiyaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Hafizullah Khan Badr
Ghazal
Gam-e-zamaana nahii.n ik azaab hai saaqii
sharaab laa mirii haalat KHaraab hai saaqii
Akhtar Shirani
Ghazal
ham Gam-e-zamaana se yuu.n nazar milaa.e.nge
mushkile.n pa.De.ngii jab aur muskuraa.e.nge
Badr Jamali
Ghazal
ye KHushii Gam-e-zamaana kaa shikaar ho na jaa.e
na milo ziyaada ham se kahii.n pyaar ho na jaa.e
Shamim Karhani
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
jis KHaak-e-paa kii khoj me.n tuu thak gayaa hai 'Gam'
milnaa hai ek din isii gard-o-Gubaar me.n
Gham Bijnori
Ghazal
Gham Bijnori
Ghazal
Gham Bijnori
Ghazal
tiraa hii aks sarishk-e-Gam-e-zamaana me.n thaa
nigaah me.n tirii tasviir sii utar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
apnii kaho hamaarii suno mashvara karo
ab kyaa Gam-e-zamaana mohabbat kaa raaz hai
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Gam-e-zamaana Gam-e-zindagii Gam-e-jaanaa.n
sulag rahe hai.n KHayaalaat jang jaarii hai
Ghulam Dastageer Sharar
Ghazal
'amiir' puuchh rahaa huu.n Gam-e-zamaana se
hamaare ghar me.n tujhe kyaa dikhaa.ii detaa hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
har ik fasaana zaruurat se kuchh ziyaada hai
Gam-e-zamaana zaruurat se kuchh ziyaada hai
Arshad Lateef
Ghazal
Gam-e-zamaana se Takraa sake ye naa-mumkin
agar sharaab mirii zindagii kaa saath na de
Anwar Shadani
Ghazal
bahut dino.n se nazar me.n hai yaar kii suurat
Gam-e-zamaana se lekin faraar kii suurat
Mohammad Ali Taj
Ghazal
Gam-e-zamaana ne majbuur kar diyaa varna
ye aarzuu thii ki bas terii aarzuu karte