SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaak-e-paa"
Ghazal MATCHES FOR "KHaak-e-paa"
Ghazal
zaKHm-haa-e-dil ko un kii KHaak-e-paa yaad aa ga.ii
ishq ke aazaar kii aaKHir davaa yaad aa ga.ii
Prem Lal Shifa Dehlvi
Ghazal
paarsaa ham-raah le jaa.e.nge pindaar-e-amal
ham to apne saath un kii KHaak-e-paa le jaa.e.nge
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
ye dhaj khilaatii hai kyaa gul zaraa pataa to chale
ki KHaak-e-paa ko tirii pairahan banaate hai.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Tuk vaaste KHudaa ke miraa ijz jaa kaho
bekas kaho Gariib kaho KHaak-e-paa kaho
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
chalo ki faisla aaKHir yahaa.n tamaam hu.aa
ye kam-nasiib tirii KHaak-e-paa se Darte hai.n
Azlan shah
Ghazal
jaantaa hai tuu hamaarii rif.ato.n ko aasmaa.n
hai hamaarii KHaak-e-paa se ye chamaktii kahkashaa.n
Saqib Amrohvi
Ghazal
Gulaam-e-KHaak-e-paa maKHduum-saabir
fidaa-e-jaa.n sag-e-darbaar mai.n huu.n
Meeran Shah Jalandhari
Ghazal
vo musaafir huu.n shahr-e-butaa.n kaa 'naziir'
chashm-e-biinaa mirii KHaak-e-paa le ga.ii
Nazeer Ansari
Ghazal
us ke qadmo.n kaa yuu.n jhuk ke bosa liyaa
KHaak-e-paa ham sar-e-rahguzar ho ga.e
Sufiya Deepika Kausar
Ghazal
zindagii apnii na badlii hai na badlegii kabhii
KHaak-e-paa ziinat-e-dastaar bhii ho jaa.e to kyaa
Muzaffar Abdali
Ghazal
mire habiib mirii aaKHirat ke ai zaamin
mire nasiib kii jannat hai KHaak-e-paa me.n tirii