SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaanii"
Ghazal MATCHES FOR "KHaanii"
Ghazal
Unknown
Ghazal
kyaa ye qasme.n bhii khaanii pa.De.ngii mujhe
kyaa ye kaafii nahii.n hai ki mai.n yaar huu.n
Anant Gupta
Ghazal
rone jaataa huu.n mai.n apnii hasrato.n ke Dher par
be-kasii aa kar sikhaa de marsiya-KHvaanii mujhe
Muztar Khairabadi
Ghazal
kii hai iflaas me.n doshiiza-e-ummiid javaa.n
ab to bas baiTh ke khaanii hai kamaa.ii us kii
Javed Shaheen
Ghazal
e'timaad bhii had se ziyaada Thiik nahii.n
kabhii kabhii to mu.nh kii KHaanii pa.Dtii hai
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aap ulaTre hai.n vo parda vo kahaanii ab kahaa.n
aashiqo.n se guftuguu hai lan-taraanii ab kahaa.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
nuur ho andar to baahar maat kyuu.n khaanii pa.De
vo tajallii kyaa miyaa.n jo tuur se laanii pa.De
Shuja Khaavar
Ghazal
lag chale tujh se vo khaanii ho jise laat ko.ii
haath kis tarah lagaa de tujhe haihaat ko.ii
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
jii par yahii Thanii hai to aaj us ko chhe.D kar
khaanii mujhe bhii gaaliyaa.n do chaar ho so ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
zindagii me.n chaar chiize.n raas aa.ii hai.n mujhe
dil-lagii aavaaragardii chhe.D-KHaani aur tum
Noor Amrohvi
Ghazal
sochtaa hai har roz bhulaane kaa tujh ko
roz hii dil ko mu.nh kii khaanii pa.Dtii hai
Ali Arman
Ghazal
Nayyar Aasmi
Ghazal
aksar jazaa-e-sajda me.n khaanii hai.n Thokare.n
likkhaa hai kyaa KHat-e-kaf-e-paa sarnavisht me.n