SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHasam-jaan"
Ghazal MATCHES FOR "KHasam-jaan"
Ghazal
hai KHasam-jaan-e-aashiq vo mahv-e-naaz lekin
har lamha be-adaa.ii ye bhii to ik adaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
ha.nsii me.n saaGar-e-zarrii.n khanak khanak jaa.e
shabaab us kii sadaa kaa chhalak chhalak jaa.e
Akbar Hameedi
Ghazal
Zeb Bareilwi
Ghazal
us zulf ke saude kaa KHalal jaa.e to achchhaa
us pech se dil apnaa nikal jaa.e to achchhaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
KHudaa kii qasam jab mulaaqaat hogii
jamaal-e-tabassum kii barsaat hogii
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
apne haalaat kii un tak na KHabar jaane de
ab to jo dil pe guzartii hai guzar jaane de
Shauq Jalandhari
Ghazal
us kaakul-e-pur-KHam kaa KHalal jaa.e to achchhaa
dil sar se balaa tere ye Tal jaa.e to achchhaa
Shah Naseer
Ghazal
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
siyaah-KHaana-e-jaa.n me.n sharaar-e-shauq kii hai
ye taazgii ye damak nau-bahaar shauq kii hai
Ishrat Zafar
Ghazal
ba.De-ba.Do.n kii tarah-daariyaa.n nahii.n chaltii.n
uruuj terii KHabar jab zavaal letaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
KHabar jin ko aibo.n kii apne nahii.n hai
vahii mujh pe tohmat lagaane lage hai.n
Aman Kumar Musafir
Ghazal
naadaan tabiibo.n ko kyaa nabz dikhaa.uu.n mai.n
aazaar-e-mohabbat ko saudaa kaa KHalal jaanaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
is varte se taKHta jo ko.ii pahu.nche kinaare
to 'miir' vatan mere bhii shaayad ye KHabar jaa.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
saaqii-e-bazm ke maKHsuus ishaaro.n kii qasam
jaam ho.nTo.n se lagaa.e hu.e baiThaa hai ko.ii