SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHiira"
Ghazal MATCHES FOR "KHiira"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
merii nigaah-e-KHiira dikhaate hai.n Gair ko
be-taaqatii pe sarzanish-e-naaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
KHiira kiye hai chashm-e-haqiiqat-shanaas bhii
har zarra ek mehr-e-munavvar liye hu.e
Asghar Gondvi
Ghazal
kyaa ro.uu.n KHiira-chashmii-e-baKHt-e-siyaah ko
vaa.n shaGl-e-surma hai abhii yaa.n sail Dhal gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
taalib kii aa.nkh kartii hai KHiira shu.aa-e-husn
parda hai us kaa naam ye be-pardagii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
sar-girafto.n ke liye ghar bhii qafas hai.n 'KHaalid'
himmat ai KHiira-saro sar nahii.n dekhe jaate
Khalid Ahmad
Ghazal
ho chalii.n KHiira to aKHtar-shumarii se aa.nkhe.n
shab hamaarii bhii kabhii hogii sahar dekhe.n to
Hasrat Azimabadi
Ghazal
Fayyaz Farooqi
Ghazal
ye muGbache tire saaqii abhii hai.n KHiira bahut
har ek jaam-e-tahii aur salaa-e-aam ke ba.ad
Anand Narayan Mulla
Ghazal
KHiira ho jaatii thii jis se nigah-e-sabr-o-qaraar
un ke lab par vo tabassum na rahaa mere ba.ad
Basit Bhopali
Ghazal
KHiira na kar sake nigah-e-imtiyaaz ko
jhuuTe nagii.n numuud-o-numaa.ish ke baavajuud
Lais Quraishi
Ghazal
chhiinaa hai sukuu.n dahr kaa arbaab-e-KHirad ne
hai.n ahl-e-junuu.n morid-e-ilzaam abhii tak
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
vo tiraa husn ki KHiira thii zamaane kii nazar
ye miraa fan ki tiraa aks dikhaayaa hai tujhe
Noor Bijnauri
Ghazal
KHiira hai.n nigaahe.n to na kuchh dekh sake.ngii
manzar jo yahaa.n thaa nazar aane ke liye thaa
Shamim Hanafi
Ghazal
milte nahii.n ho ham se ye kyaa hu.aa vatiiraa
milne lagaa hai shaayad ab tum se ko.ii KHiiraa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
hai nazar KHiira ye hai KHatt-e-siyah kaa jalva
din se ba.Dh kar hai faroG-e-shab-e-taar-e-aariz
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
KHiira hai bazm-e-yaar me.n 'nayyar' nigaah-e-shauq
sham.e.n jalii.n ki daaman-e-nazzaara jal gayaa