SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHiira"
Nazm MATCHES FOR "KHiira"
Nazm
kangan
jab bhii tuu band-e-qabaa kholne lagtii jaanaa.n
apnii aa.nkho.n ko tire husn se KHiira kartaa
Wasi Shah
Nazm
pahla jashn-e-azadi
vo sail-e-nuur hai KHiira hai aadmii kii nazar
ba-sad Guruur-o-adaa KHanda-zan hai garduu.n par
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nazm ittihad
din raat ham ho.n aur ho.n ahbaab-e-KHiira-sar
iimaan-daariyo.n me.n kaTii zindagii agar
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Nazm
subhash-chandr-bos bahadur-shah-zafar ke mazar par
aaj phir apnii nazar jis kii chamak se KHiira hai
jis kii taabaanii se raushan ik jahaan-e-tiiraa hai
Jagan Nath Azad
Nazm
baadshah teri dahliz ka darban hai
jis ke safed ma.abad ke sunahrii kalas
merii aa.nkho.n ko KHiira karte hai.n
Jawaz Jafri
Nazm
KHuni qila
diye lahuu.n ke farozaa.n kiye hu.e har taaq
hai jin ke saamne KHiira talaa o gauhar o siim
Wamiq Jaunpuri
Nazm
pagal
ai daad-o-tahsiin kii KHvaahish
hiiro.n kaa to kaam hai aa.nkhe.n KHiira karnaa
Abrarul Hasan
Nazm
taswir ka dusra ruKH
kar na de KHiira tirii nazro.n ko taz.iin-e-Gilaaf
haa.n isii parde me.n hai ik teGa-e-KHaara-shigaaf
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
ahl-e-dil ko bula raha hun
jab aa.nkhe.n KHiira na ho.ngii
(yaanii maqaam-e-biinaa.ii par pahu.nch jaa.e.ngii)
Shahram Sarmadi
Nazm
tere mere jism-e-pur-asrar mein
KHiira-kunaa.n
zarro.n ke har aavaara-gard ambaar me.n
Takht Singh
Nazm
raat ki shahzadi
KHiira-sar aarzuu.o.n ko mahmez karte chale aa.e hai.n
un ko ma.aluum