SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHush-aamdiid"
Ghazal MATCHES FOR "KHush-aamdiid"
Ghazal
KHush-aamdiid kahtaa gulo.n kaa jahaan thaa
ik dasht-e-be-amaa.n magar darmiyaan thaa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
KHush-aamdiid kahtaa gulo.n kaa jahaan thaa
ik dasht-e-be-amaan magar darmiyaan thaa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
mirii sarisht-e-'suKHan' me.n hai.n kuchh na.e usluub
na.ii Gazal ne mujhe bhii KHush-aamdiid kahaa
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
kahaa.n ho aa.o mirii bhuulii-bisrii yaado aa.o
KHush-aamdiid hai mausam udaas hone kaa
Rahat Indori
Ghazal
KHush-aamdiid na.ii raushnii ko kyuu.n kahtii
hamaarii qaum qadaamat-parast aisii thii
Mubarak Ansari
Ghazal
ai maut ai bahisht-e-sukuu.n aa KHush-aamdiid
ham zindagii me.n pahle pahal muskuraa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
ye teraa qad hai jo rakhtaa hai ahmiyat varna
KHush-aamdiid ko saare jhuke nahii.n hote
Raakesh ulfat
Ghazal
udaas chaa.nd ne dariyaa ke dar pe dastak dii
KHush-aamdiid ko ba.Dhne lagaa bha.nvar ko.ii
Asad Badayuni
Ghazal
kis tarah inqalaab ko kahte KHush-aamdiid
apno.n ko apnii hii pe sharar-baar dekh kar
Mohan Singh Deewana
Ghazal
KHush-aamdiid likhaa hai tirii jabii.n pe magar
mire liye hai abhii band dil kaa darvaaza
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
KHush-aamdiid kii KHaatir khule the lab goyaa
ba.De tapaak se shabnam kalii me.n Duub ga.ii
Ram Parkash Rahi
Ghazal
ye kah ke gor bhii mujh par kushaada hone lagii
KHush-aamdiid ki meraa makii.n chalaa aaya
Ali Yasir
Ghazal
KHush-aamdiid kaa manzar Guruub-e-shaam me.n thaa
dar-e-shafaq pe farishte se muskuraane lage
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
'raanaa' KHush-aamdiid kyo.n un ko na mai.n kahuu.n
meraa to dostaana hai ranj-o-mehan ke saath
Rana Gannauri
Ghazal
Nomaan Shauque
Ghazal
ai qazaa tuu der se aa.ii magar KHush-aamdiid
umr-bhar ham yaad tujh ko dam-ba-dam karte rahe
Tanweer Gauhar
Ghazal
lo dekh lo vo aa.e baada-ba-jaam aa.e
KHush-aamdiid KHaak-e-mai-KHaana kah rahii hai