SEARCH RESULTS
Showing search results for "Mohammad Hussain"
Ghazal MATCHES FOR "mohammad Hussain"
Ghazal
baad-e-sarsar hai nasiim-e-gulsitaa.n mere liye
ban gayaa kunj-e-qafas ab aashiyaa.n mere liye
Hakeem Mohammad Husain Ahqar
Ghazal
jo bure hai.n bhalaa nahii.n karte
jo bhale hai.n buraa nahii.n karte
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
jab tak aasuudgii nahii.n hotii
zindagii zindagii nahii.n hotii
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
mai.n ne ik gul ko mohabbat se sa.nbhaale rakkhaa
log Darte hai.n ki ab bhii mai.n daGaa detaa huu.n
Mohd Hassan Raza
Ghazal
baato.n me.n dard hai lab-o-lahja udaas hai
ko.ii to baat hai tiraa chehra udaas hai
Mohd Hassan Raza
Ghazal
Mohd Hassan Raza
Ghazal
Mohd Hassan Raza
Ghazal
jigar me.n soz hai diidaar-e-yaar se pahle
chaman me.n aag lagii hai bahaar se pahle
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
shabnam me.n phuul me.n ki chaman ke nikhaar me.n
tum kis me.n chhup ke aa.oge ab ke bahaar me.n
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
dilo.n me.n jalva-fagan yaad-e-raftagaa.n hai abhii
charaaG bujh ga.e saare magar dhu.aa.n hai abhii
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
iztiraab-e-Gam se haasil hai sukuun-e-dil mujhe
ab ko.ii mushkil nazar aatii nahii.n mushkil mujhe
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
soz-e-daruu.n se raaz-e-mohabbat ayaa.n na ho
dil sham.a ban ke jal uThe lekin dhu.aa.n na ho
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
qissa-e-hijr-o-vafaa apnaa sunaa.o to sahii
aise hii roz mujhe paas bulaa.o to sahii
Mohd Hassan Raza
Ghazal
ra.ng Gaalib na sahii ra.nj-e-mohabbat hii sahii
KHush nazar aate hai.n naqqaad navaa par merii
Mohammad Tanviruzzaman
Ghazal
ho jaise qabze me.n dono.n jahaa.n kaa sarmaaya
ham un ke dard-e-mohabbat ko yuu.n chhupaa.e hai.n
Mohammad Moosa
Ghazal
vo jis ne 'ishq-o-mohabbat kaa farq samjhaa nahii.n
to aise log faqat dil-lagii ke qaabil hai.n