SEARCH RESULTS
Showing search results for "Musala"
Ghazal MATCHES FOR "musala"
Ghazal
KHaraab koshak-e-sultaan o KHaanqaah-e-faqiir
fuGaa.n ki taKHt o musallaa kamaal-e-razzaaqii
Allama Iqbal
Ghazal
terii aa.nkho.n me.n dikhaa.ii de mohabbat merii
be-namaazii tire baste se musallaa nikle
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
har jaam hai nazzaara-e-kausar mire haq me.n
har gaam hai gulgasht-e-musallaa mire aage
Josh Malihabadi
Ghazal
zaahid ho do-chaar-e-nigah-e-mast to dekhe.n
aaluuda ba-mai kyuu.nki musallaa nahii.n hotaa
Aish Dehlvi
Ghazal
shab-e-visaal us kaa surKH aa.nchal musallaa kar ke
badan-vaziife kaa vird jaarii rakhaa hu.aa hai
Naeem Sarmad
Ghazal
shaiKH jii aa.o musallaa giro jaam karo
jins taqvaa ke ta.ii.n sirf mai-e-KHaam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
kal mere ghar se meraa musallaa u.Daa liyaa
mullaa bhii e'tibaar ke qaabil nahii.n rahaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
mai.n bichhaataa huu.n musallaa sar-e-mehraab-e-niyaaz
phir ibaadat mujhe paataal me.n le jaatii hai
Arif Imam
Ghazal
bahuterii giro jins-kulaalo.n ke pa.Dii hai
kyaa zikr hai vaa.iz ke musallaa-o-ridaa kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai-kasho.n me.n na ko.ii mujh saa namaazii hogaa
dar-e-mai-KHaana pe bichhtaa hai musallaa apnaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye log kis liye apne tavaaf me.n hai.n magan
sanam-kade me.n musallaa bichhaa na rah jaa.e
Tasneem Abidi
Ghazal
tah.ziib-e-musallaa se vaaqif hii na thaa kuchh bhii
aur baiTh gayaa dekho sajjaade pe aa kar ke
Siraj Ajmali
Ghazal
diida-e-nam pe bichhaa kar hii musallaa dil kaa
ashk ban kar mire jazbo.n kii imaamat kariye
Arzoo Ashraf Sultanpuri
Ghazal
bazm se saaqii ke ham se rind nikle paak-saaf
apnaa ab ka.abe me.n pahu.nchegaa musallaa ik aur
Hatim Ali Mehr
Ghazal
zaahid ho aur taqvaa aabid ho aur musallaa
maalaa ho aur barahman sahbaa ho aur ham ho.n
Taban Abdul Hai
Ghazal
bas itnii zid thii musallaa bichhaa ke piinaa hai
palaT ke merii anaa mai-kade se aa.ii hai
Kamran Ghani Saba
Ghazal
laGzishe.n merii musallam ibtidaa-e-ishq me.n
aap ko bhii kuchh KHabar thii aap ko bhii hosh thaa